Do you like this story?

Showing posts with label Ghazal Shayari. Show all posts
Showing posts with label Ghazal Shayari. Show all posts

Saturday 29 October 2016

Wo aksar mujh si kehte ti wafa hain zaat awraz ki

Wo aksar mujh si kehte ti wafa hain zaat awraz ki
Magar jo marad hute hain barii bedarad hute hain
Kisi kmry k surat main un ki khusho lot jate hain
SnNo tum to kasam mere rewayat tur dena tum
na tanha chur ki jana na ye dil chur ki jana
Magar per yu huwa eik din
Muji anjan rasty per
akila chur kar us ni mera dil tur kar us ni
Muhabbat chur de us ni
Wafa hain zaat awrat ki
Rewayat tur de us ni

Tuesday 18 August 2015

Ab woh ghar tak viraana tha bas viraana zinda tha,Ghazal Shayari

Ghazal Shayari

Sab aankhen damm torr chuki theen aur main tanha zinda tha,Saari galli sunsaan parri thi baad-e-fana ke pehre main,
Hijr ke dalaan aur aangan main bass ik saaya zinda tha,
Woh dopeher apni rukhsat ki aisa waisa dhoka thi,
Apne andar apni laash uthaaye main jhuuta zinda tha,
Theen woh ghar raaten bhi kahaani vaade aur phir din ginn’na,
Aana tha jaane wale ko jaane wala zinda tha,
Dasstak dene waale bhi they dastak sunn’ne waale bhi,
Thaa abaad mohallah saara har darwaaza zinda tha,
Peele patton ko seh-pehr ki vehshat pursaa deti thi,
Aangan main ik aundhe gharre par bass ik kavva zinda tha.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...