Do you like this story?

Friday 31 July 2015

Aaj Tak Qaim Hai Us-Kay Lout Aanay Ki Umeed,

Aaj Tak Qaim Hai Us-Kay Lout Aanay Ki Umeed,
Aaj Tak Qaim Hai Us-Kay Lout Aanay Ki Umeed, 

Aaj Tak Thehri Huwe Hai Zindagi Apna Jaga. 

Laakh Ye Chaha Kay Us-Ko Bhool Jaun Par..! 

Hoslay Apni Jaga Be-Basi Apni Jaga.

Aye bewafa......!

Aye bewafa......!
Aye bewafa......!
itni baat to batlao mujh ko
woh jis ko aaj kal tum chahtay ho
jis ko apni Dilruba kehtay ho
kya woh bhi mere jaisi hai..
kya surkh rang
tumhain uss par bhi acha lagta hai.
uss k nain bhi kya
may khaanay k jaisay hain.
kya tum us ko bhi
apni jaan aur apna dil kehtay ho.

uss ki muskaan bhi kya tumhain
sehra mein sawan ki phuaar lagti hai.
uss k aansuo'n sey bhi kya
tumhari jaan jaati hai.
kya uss ko bhi tum
bohat intizaar karwatay ho, bohat satatay ho.
kya woh bhi meri tarah chup chaap
har dukh, tumhari har zyad-dti seh jaati hai.
uss k dil sey khail kar bhi kya
tumhain ik anjani sii khushi hoti hai.
aye meray harjaii...!

sirf itna kehna chahoon gi
mujh sey na sahi
uss sey zaroor wafa karna
apnay sachay pyar ki intiha karna
meray jaisi ik aur bad qismat larki ka
iss duniya mein izaafa naa karna
ho sakay to aisa karna.

"Tujh" se "milne" ko kbhi hum Jo ""machal"" Jate hain.

"Tujh" se "milne" ko kbhi hum Jo ""machal"" Jate hain.
"Tujh" se "milne" ko kbhi hum Jo 
""machal"" Jate hain. 

To "khyalon" 
Mein "bohot" door "Nikal" Jaty han. 

Gar "wafaon" mein "sdaqat" bhi ho shidat bhi. 

Phir to "èh$ää$" se "pather" bhi 
"pighal" Jaty hain. 

Uski ""ankhon"" ke ""nashy"" 
mein hon Jab sy .doobi" 

Lar-kharaty hain ""kadam"" Or ""sambhal"" Jate han. 

""Bewfai"" ka 
"mujhy" Jb bhi 
""khayal"" ata hai. 

Ashk ""rukhsar"" pe ""aankhon"" se ""phisal"" Jate hen.

Baat Seedhee Hay, Mujhay Jeena Nahi Teray Baghair...

Baat Seedhee Hay, Mujhay Jeena Nahi Teray Baghair...
Baat Seedhee Hay, Mujhay Jeena Nahi Teray Baghair... 

Ab Kon Si Tafseel Ki Gunjaish Baaqi Hai.

Maana Kay Qismat Pe Mera Zor Nahen,

Maana Kay Qismat Pe Mera Zor Nahen,
Maana Kay Qismat Pe Mera Zor Nahen, 

Par Ye Such Hai Kay Muhabbat Meri Kamzor Nahen. 

Teray DiL Main Tere Yaadon Main Shayad Koi Aur Hai Lakin..! 

Meri Har Saans Main Teray Siwaa Koi Aur Nahen.

Pori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati.

Pori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati.
Pori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati.
Kese Aaya Tujhe Geron Se Lagana Dil Ka.

In Haseeno Ka Larakpan Hi Rahe Ya Allah.
Hosh Aata Hai To Aata Hai Sataana Dil Ka.

Meri Aagosh Se Kya Hi Wo Tarap Kar Boli,
Unka Jaana Tha Elahi K Ye jaana Dil Ka.

Bedili Ka Jo Kaha Haal To Farmate Hain,
Kar Liya Tonay Kahin Aur Thikana Dil Ka.

Chhor Kar Us Ko Teri Bazm Se Kyon kar Jaon.
Ek Janaazay Ka Uthaana Hai Uthaana Dil Ka.

Nigah E Yaar Ne Ki Khaana Kharaabi Aisi.
Na Thikaana Hai Jigar ka Naa Thikaana Dil Ka.

Boht arsa hua ik din

Boht arsa hua ik din
Boht arsa hua ik din 
Btaya tha mujhe US ne. 
Banana kuch nahi aata 
Agar Main kuch banati hun 
To bus "Chaye" bnati hun. 
Peeo ge na ? 
0r Main is baat par muskurata hi raha tha! 
K bnana kuch nahi aata 
Bnati ho to bus 
"Chaye". 
Mujhe "Chaye" se uljhan hai 
Nhi peeta 
Nhi peeta. 
0r ab is baat ko guzre 
zamaney ho gaye kitny 
Nhi maloom mujko k 
Wo kesi hai ? 
Khan pe hai ? 
Mgar ab 'Chaye' peeta hun. 
Barri kasrat se peeta hon. 
Barri hasrat se peeta hn..

Meri gardishon k wo din nahi

Meri gardishon k wo din nahi
Meri gardishon k wo din nahi, 
Mujhe yaad un ki jafa nahi, 

Kabi mil gya to khushi hui, 
Jo nahi mila to gila nahi, 

Wohi sorshein hain wohi tarap, wohi dard-o-gham,wohi soz-e-dil, 

Yehi zindagi hy to kiya kahon, 
Koi is se barh k saza nahi, 

Unhein paa k bhi jo na pa saka, 
Ye mere naseeb ki baat thi, 

Wo hazaar mujh se juda rahe, 
Mere dil se phir bhi juda nahi, 

Wohi apni tarz-e-wafa rahi, wohi un ki mashk-e-jafa rahi, 

Wo zulm karte hain is tarah, 
Jese mera koi Khuda nahi, 

Ye mareez-e-ishq ka haal hy, 
Ke ye zindagi bhi wabaal hy, 

Kabhi dard hy to dawa nahi, 
Jo dawa mili to shifa nahi.

Mujhe chaand teri talab nahin, teri roshni bari door hai

Mujhe chaand teri talab nahin, teri roshni bari door hai
!!!.....Mujhe chaand teri talab nahin, teri roshni bari door hai.....!!! 

!!!.....Mujhe jis chiraagh se pyar tha, mera sb kuch usi ne jala dya..

Dayar-E-Noor Main Tera Shabon Ka Saathi Ho

Dayar-E-Noor Main Tera Shabon Ka Saathi Ho
Dayar-E-Noor Main Tera Shabon Ka Saathi Ho,,+ 

Koi To Ho Jo Meri Wahshaton Ka Saathi Ho,+ 


Mein Us Se Jhoth Bhi BolOon To Mujh Se Sach Bolay,+ 

Meray Mizaj Sub Mosamon Ka Saathi Ho,+ 


Wo Meray Nam Ki Nisbat Se Motabar Thehray,+ 

Gali Gali Meri Ruswaiyon Ka Saathi Ho,+ 


Mein Us Ke Haath Na Aaon Wo Meraa Ho Ke Rahay,+ 

Mein Gir Parhon To Meri Pastiyon Ka Saathi Ho,+ 


Wo Khuwaab Dekhay To Dekhay Meray Hawalay Se,+ 

Meray Khayalon Ke Sub Manzaron ka Saathi Ho,+

Ek khayal sa dil me sama jata hai.

Ek khayal sa dil me sama jata hai.
Ek khayal sa dil me sama jata hai. 

wo jo ek shaks mere dil ko bahot bhata hai. 

uski ankho se dekhti hun main duniya sari. 

is liye har taraf bus wo hi nazar ata hai..

Talaaq De To Rahe Ho Ghuroor o Qeher k Sath,,

Talaaq De To Rahe Ho Ghuroor o Qeher k Sath,,
Talaaq De To Rahe Ho Ghuroor o Qeher k Sath,, 

Mera Shabaab Bhi Lautaa Do Mere Meher ke Sath.

Chal0 phir Shart Lag jaye

Chal0 phir Shart Lag jaye
Chal0 phir Shart Lag jaye 

Mein Sabit Aaj kar Don Gi. 

Ke Tum Ne Dil Lagi ki Hai 

M0haßßat Naam ki 
ki Hai 

Sun kar Us ki ßaaton ko 

Main ßola Saada Dil Larki 

Agar Main Dil Lagi karta! 

To jeene Se Na Youn Darta 

M0haßßat Naam ki karta 

Wafaen Aam Si karta 

Mgar Phir ßi Aana Teri 

Teri Taskeen ki khatir 
Ye Kehta Hon. 

Han Main Ne Dil Lagi ki Thi 

Tujhe Apna Hi Samjha Tha 

Tujhe Dil Se Lagaya Tha 

Jahan Na koi Gham Pohnche 

Wahan Tujh ko Chupaya Tha 

Magr jaana Yakeen jano 

Tumhare Hosle ki Daad Deta Hon. 

Ke kitni ße~Rukhi Se Tum Ne keh Dala 

Chalo Phir Shart Lag Jaye 

ke Main Ne Dil Lagi ki Hai 

Laßon par Ungliyan Rakh kar 

Mujhe khamosh kar Dala 

Haseen Ankhon Me Aanso The 

Wo ßoli Hichkiyan Le kar 

Khudara ßus karo Aß ke Na koi shart Dalon Gi 

Na phir Se Laß ko kholon Gi 

Na Phir Se Ye Kahon Gi Mein. 

ke Tum Ne Dil Lagi ki Hai 

M0haßßat Naam ki ki Hai..

Chal0 phir Shart Lag jaye

Chal0 phir Shart Lag jaye
Chal0 phir Shart Lag jaye 

Mein Sabit Aaj kar Don Gi. 

Ke Tum Ne Dil Lagi ki Hai 

M0haßßat Naam ki 
ki Hai 

Sun kar Us ki ßaaton ko 

Main ßola Saada Dil Larki 

Agar Main Dil Lagi karta! 

To jeene Se Na Youn Darta 

M0haßßat Naam ki karta 

Wafaen Aam Si karta 

Mgar Phir ßi Aana Teri 

Teri Taskeen ki khatir 
Ye Kehta Hon. 

Han Main Ne Dil Lagi ki Thi 

Tujhe Apna Hi Samjha Tha 

Tujhe Dil Se Lagaya Tha 

Jahan Na koi Gham Pohnche 

Wahan Tujh ko Chupaya Tha 

Magr jaana Yakeen jano 

Tumhare Hosle ki Daad Deta Hon. 

Ke kitni ße~Rukhi Se Tum Ne keh Dala 

Chalo Phir Shart Lag Jaye 

ke Main Ne Dil Lagi ki Hai 

Laßon par Ungliyan Rakh kar 

Mujhe khamosh kar Dala 

Haseen Ankhon Me Aanso The 

Wo ßoli Hichkiyan Le kar 

Khudara ßus karo Aß ke Na koi shart Dalon Gi 

Na phir Se Laß ko kholon Gi 

Na Phir Se Ye Kahon Gi Mein. 

ke Tum Ne Dil Lagi ki Hai 

M0haßßat Naam ki ki Hai..
You might also like:

Khatt Me Likhey H0wey Alqaab Sabhi Jhoty Thy ,

Khatt Me Likhey H0wey Alqaab Sabhi Jhoty Thy ,
Khatt Me Likhey H0wey
Alqaab Sabhi Jhoty Thy ,


Wo To Bus Tanz Me Likha
Tha 'Meri Jaan Ho tum'..

Mohabbat to Hamain b thi,

Mohabbat to Hamain b thi,
Suno, 

Ae ajnabi Os se, 

Mohabbat to Hamain b thi, 

Mgr, 

Hum keh nhi paaye, 

Suno, 

Q keh nhi paaye, 

Labon pe khof k taalay, 

Nigahon mai bujhay jugnu, 

Pari paon mai zangerain, 

Dikhai jo nhi deti, 

Mgr, 

Do qadam chalnay ki b, 

Taaqat cheen leti ha, 

Sukhan taseer se khali, 

K jazbay khokhlay sary, 

Na'janay munjamid Q ho gaye thy, 

Hoslay sary, 

Mgr, 

Such hai, haqiqat hai, 

Hamain Os se Mohabbat thi, 

Humain Os se Mohabbat thi..

Unhain Jo Naaz Hai Khud Pr Nhi Wo Be-Waja...

Unhain Jo Naaz Hai Khud Pr Nhi Wo Be-Waja...
♥...Unhain Jo Naaz Hai Khud Pr Nhi Wo Be-Waja... 

K Jis Ko Hum Ny Chaha Ho Wo Khud Ko Aam Q Smjhy...♥

Tumhe'n kya yaad Hai'n V0 pal,

Tumhe'n kya yaad Hai'n V0 pal,
Tumhe'n kya yaad Hai'n V0 pal, 

M0haßßat ke Hasee'n Lamhe, 

Hasee'n Tar0'n ßhari Rate'n 

V0 Pyaari Pyaar ki ßaate'n 

V0 Dil 0r jaan ki ßaate'n 

Mujhe suß yaad Hai'n Aß ßhi 

ß0hat Anm0ol the V0 pal 

kaßhi ßhula Nahi sakte 

Na jaane kya khataae'n Thi'n 

Na jaane kya Galat fehmi 

Hame'n Aß Dard Deti hai 

Ye D0ori 0r ye tanhai 

ßata0 

kya kare'n Aß Hum 

Hame'n ye Dard sehna hai 

kissi ke hijjar Mai'n Mujh k0 

Har pal tarapna hai 

Magr Hum Aß ßhi kehte hai'n 

V0 Hamare Dil Mai'n Rehte hai'n 

Hame'n t0 yaad hai suß kuch 

V0 ßaat karna 

V0 Yaad karna 

V0 piyaar karna 

kaßhi ßhula Nahi sakte 

Tumhe'n ßhi yaad hai suß kuch 

Yaa 
suß kuch ßh0ol ßaithe H0 

Magar suß yaad hai hum k0 

kaßhi ßhula Nahi sakte 

Tumhare ßin Mere Hum Dum 

Magar Hum Ji Nahi sakte..

Apny Dil ko Sambhalo or so jao

Apny Dil ko Sambhalo or so jao
Apny Dil ko Sambhalo or so jao 

Anso Ankhon me chupa lo or so jao 

Kuch nhi Milta ishq me siway is k 

Ghum ki Barish me Naha lo or so jao 

Chor Do ye Ratoo ko Dair tk Jagna 

uski yaad Dil sy Mita lo or so jao 

Ishq me Hamesha 
Be-wafai hi Hoti hy 

Ye Baat Zehan me Bitha lo or so jao-

Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi.

Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi.
Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi. 

Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi. 

Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar. 

Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi. 

Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga. 

Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi. 

Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko. 

Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi. 

Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se. 

Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi. 

Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Had Se Barh Kar. 

Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi.

Humein Ab Kho K Kehta Hy

Humein Ab Kho K Kehta Hy
Humein Ab Kho K Kehta Hy 
Mujhe Tum Yaad Aaty Ho, 

Kisi Ka Ho K Kehta Hy 
Mujhe Tum Yaad Aaty Ho,, 

Samundar Tha To Zor-O-Shor Sy Lehrein Bahata Tha,,, 

Ab Qatra Ho K Kehta Hy 
Mujhe Tum Yaad Aaty Ho,,, 

Bayaan Krty Jo HaaL-E-DiL To Yun Hi Muskura Deta, 

Wohi ab Ro K Kehta Hy 
Mujhe Tum Yaad Aaty Ho.

Tumhari Yaad Bhi Jaana Kisi Muflis Ki Poonji Hai.

Tumhari Yaad Bhi Jaana Kisi Muflis Ki Poonji Hai.
Tumhari Yaad Bhi Jaana Kisi Muflis Ki Poonji Hai. 


Jisay Hum Saath Rakhtay Hain Jisay Hum Roz Gintay Hain.

Muhabbat Rog Hay Jaana.

Muhabbat Rog Hay Jaana.
Muhabbat Rog Hay Jaana.
Ajab Sanjog Hay Jaana.
Yeh Kaisa Jog Hay Jaana.
Baray Borhay Btatay Thy.
Kayi Qissay Sunatay Thy.
Magar Hum Mantay Kab Thy.
Yeh Sab Kuch Jantay Kab Thy.
Yeh Baatein Zikr k Qabil Bhala Gardantay Kab Thy.

Ana k Takht Par Baithy Humein Maloom Hi Kab Tha. 
Ana k Takht Se Ooper Bohat Sari Bulandi Par.
Kahin Pariyon k Jhurmat Me.
Tery Pairoon Ki Payel Me.
Tery Chotay Se Gaaon Mei.
Ghani Zulfoon Ki Chaaon Mei.
Sitaray Chaand Sooraj Walehana Raqs Kartay Hain.

Humein Maloom Hi Kab Tha.
Tery Qadmon Ki Aahat Par.
Gulabi Muskurahat Par.
Tery Hontoon Ki Jumbash Par.
Tery Sir k Isharay Par.
Sada-e-DilBrana Par. Nigah-e-Qatilana Par.
Jafa-e-Mehrmana Par.
Ada-e-Kafirana Par. Chaman k Phool Saray Iss Tarah Se Dhayan Detay Hain.

Zara Se Wasl k Jhansey Mein Apni Jaan Detay Hain.

Humein Kab ILM Tha Jaana.
Tery Pekar Se Dhul kar Chandani Har Soo Bikharti Hay. 
Shab-e-Mahtab Ki Doshezgi Kaisy Nikharti Hay.

Teri Payel Ki Chan Chan Mann Mein Kya Ghanti Bajati Hay.
Teri Awaz Veerany Mein Kya Jadu Jagati Hay.
Tery Naghmay Fiza Mein Kis Tarah Jal Tarang Bajaty Hain.

Bohat Pukhta Iraday Kis Tarah Se Toot Jatay Hain.

Humein Idraak Hi Kab Tha.
Humein Kamil Bharosa Tha. Hamary Sath Kisi Surat Bhi Aisa Nahi Ho Ga.
Dil-e-Nadaan Kabhi Qaboo Se BeQaboo Nahi Ho Ga.

Magar Phir Yun Huwa Jaana.
Na Janay Kiun Huwa Jaana.
Bara Afsoon Huwa Jaana.
Jigar Ka Khoon Huwa Jaana.

Tery Abroo Ki Ik Jumbash Se Ghayel Ho Gaye Hum b.

Baray Be Multafit Phirtay Thy Maayel Ho Gaye Hum b.

Sakhawat Karnay Aye Thy Aur Saayel Ho Gaye Hum b.

Baray Borhoon Ki In Baaton k Qaayel Ho Gaye Hum b.

Muhabbat Rog Hay Jaana.
Ajab Sanjog Hay Jaana.
Yeh Kaisa Jog Hay Jaana

Teri yaadein Mulakaatein.

Teri yaadein Mulakaatein.
Teri yaadein Mulakaatein. 
Main kaise bhoolon Chahat ki wo barsaatein. 

Toohi mera dil hai Toohi meri jaan. 

Kabhi to paas mere aao. 
Kabhi to nazrein mujhse milao. 
Kabhi to dil se dil ko milao O Jaana. 

Meri jaan Palkein yon na jhukaana. 
Meri jaan Mujhse door na jaana. 
Meri jaan mujhko bhool na jaana. 
O Jaana. 

Mujhe lauta de Wo mera pyaar. 

Main tera hi Deewana hoon. 
Teri baatein Kabhi main bhool na paon.. 

Toohi Mera dil hai Toohi meri jaan. 

yaara Kyun khafa ho mujhse. 
O yaara kyun juda ho mujhse. 
O yaara mera pyaar hai tujhse. 
O Jaana. 

Tere bin Dillagi hai adhoori. 
Tere bin Aashiqi hai adhoori. 
Mujhe milna hai tujhse zaroori O Jaana. 

Mujhe lauta de wo Mera pyaar. 
Mujhe lauta de wo Mera pyaar.

Wednesday 22 July 2015

Shabnam ke aansoo phool par ye toh wahi qissa hua,

Shabnam ke aansoo phool par ye toh wahi qissa hua,
Shabnam ke aansoo phool par ye toh wahi qissa hua,
aankhen meri bheegi hui chehra tera utra hua.

Ab in dinon meri ghazal khushboo ki ek tasveer hai,
har lafz ghunche ki tarah khil kar tera chehra hua.

Shayad usey bhi le gaye achchhe dinon ke qaafile,
is bagh mein ek phool tha teri tarah hansta hua.

Har cheez hai bazaar mein is haath de us haath le,
izzat gayi, shohrat gayi, rushwa hue, charcha hua.

Mandir gaye, masjid gaye, peeron faqeeron se mile,
ek us ko paane ke liye kya kya kiya, kya kya hua.

Anmol moti pyar ke duniya chura kar le gayi,
dil ki haveli mein koi darwaza tha toota hua.

Barsaat mein deewar-o-dar ki saari tahreeren mitin,
dhoya bahut mita nahin taqdeer ka likha hua. !!

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...