Do you like this story?

Tuesday 29 September 2015

Mujko tanha chor kr khushi milti hy meri JAN ko

TanHa poetry, Mujko tanha chor kr khushi milti hy meri JAN ko
Mujko tanha chor kr khushi milti hy meri JAN ko 
AY DIL 
khuda kare woh yahi khush rahay or me yahi TANHA.

Ishq k nashay me doobay to ye jana hum ne...

TanHa poetry, Ishq k nashay me doobay to ye jana hum ne...
Ishq k nashay me doobay to ye jana hum ne... 
K dard me tanhai nai hoti mgr tanhai me dard bht hota hai.

Kitni Ajeeb Hai is Shehr ki Tanhai Bhi.......

TanHa poetry, Kitni Ajeeb Hai is Shehr ki Tanhai Bhi.......
Kitni Ajeeb Hai is Shehr ki Tanhai Bhi.......
Hazaron Log Hain Magar phir bhi koi TERE Jaisa Nahi.....!!!!!!

Kuch Nahi Mlta Jitni Marzi Wafa Krlo Ksi Sy..

TanHa poetry, Kuch Nahi Mlta Jitni Marzi Wafa Krlo Ksi Sy..
Kuch Nahi Mlta Jitni Marzi Wafa Krlo Ksi Sy.. 
"*DOST*" 
Jb Waqt Wafa Na Kry To Wafadar B Bewafa Hojate Han.

Mujhe Bewafa Samjh Kar Sub Ne Sath Chor Diya

TanHa poetry, Mujhe Bewafa Samjh Kar Sub Ne Sath Chor Diya
Mujhe Bewafa Samjh Kar Sub Ne Sath Chor Diya 

Par Ksi Ne Kaha Tum Bewafa Nhi dil k achy Ho is Liye Tanha Ho...

Ab k0i Hasrat Ni Rhi kisi Sy Wafa Pany ki,,,,,,

TanHa poetry, Ab k0i Hasrat Ni Rhi kisi Sy Wafa Pany ki,,,,,,
Ab k0i Hasrat Ni Rhi kisi Sy Wafa Pany ki,,,,,, 
Dil Is Qdr To0t Chuka hy k MuJhy Sirf Tanhai Achi £gti hy....

Sach Hi Kaha Tha Kisi Ne TANHAA Jeena Seekh Lo.

TanHa poetry, Sach Hi Kaha Tha Kisi Ne TANHAA Jeena Seekh Lo.
Sach Hi Kaha Tha Kisi Ne TANHAA Jeena Seekh Lo.
Mohabbat Jitni Bhi Sachi Ho Rehna TANHAA Hi Parrta Hai...!

Main Shehr-e-Fana hoon, Tere kis kaam ka..

TanHa poetry, Main Shehr-e-Fana hoon, Tere kis kaam ka..,
Main Shehr-e-Fana hoon, Tere kis kaam ka..
Ek bhujta sa diya hoon, Tere kis kaam ka..

Tuu rafaqat k liye or kisi ko chun le 
Main to khud TANHA hoon,Tere kis kaam ka..

Tuu bhi oro'n ki tarah mujh say kinara kr le......
Saari DUNIYA se bura hoon,Tere kis kaam ka

What did Salman Khan say when quizzed about Aishwarya Rai Bachchan?

Celebrity News, What did Salman Khan say when quizzed about Aishwarya Rai Bachchan?
Mumbai: Actor Salman Khan dodged a query about his
 former girlfriend Aishwarya Rai Bachchan's special
 appearance on his show during a press
 event for upcoming TV show "Big Boss".

Ek Aam Adhuri khwaish hai,

Ek Aam Adhuri khwaish hai,
Ek Aam Adhuri khwaish hai,
 meri Roshan Roshan sub'hon ki...

Teri chaahat ki har Shaam mile,
 MERE NAAM KO TERA NAAM MILE...!!!

Tere Dil Tak Bas Rasaai Chahta Hun..!!

Tere Dil Tak Bas Rasaai Chahta Hun..!!
Tere Dil Tak Bas Rasaai Chahta Hun..!!

Mein Kab Saari Khudai Chahta Hun...!!

She Change My World

She Change My World
She Change My World

So I Changed Her Last Name

Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho

Sab Kuch Mera  Tum Hi To Ho
Sab Kuch Mera

Tum Hi To Ho

Mahndi Apne Hathon Me Saja Kar Baray Naaz Se.

Mahndi Apne Hathon Me Saja Kar Baray Naaz Se.
Mahndi Apne Hathon Me Saja Kar Baray Naaz Se.
Intizar Kare Gi Wo Kisi Gair Ki Baraat Ka.

Dard O Sitam Me Tashnagi Us Raat Barhay Gi,
Raqeebo Ko Tu Bay-Sabri Se Intizar Hoga Us Raat Ka.

Apni Khushyan Apne Seene Me Dafan Kar K,
Shab-E-Firaag Me Ham Maatum Manaye Gay Us Raat Ka.
Mere Dil Ki Tarap Koi Na Sunay Us Raat Ko,

Mahndi Apne Hathon Me Saja Kar Baray Naaz Se.
Intizar Kare Gi Wo Kisi Gair Ki Baraat Ka.

Raat Chupke Se December Ne Ye Sargoshi Ki..

Raat Chupke Se December Ne Ye Sargoshi Ki..
Raat Chupke Se December Ne Ye Sargoshi Ki.. 

Phir Se Ik Baar Rula Doon Tujhe Jatay Jaatay..

Khirkiyon Ke SHeshon Par

Khirkiyon Ke SHeshon Par
Khirkiyon Ke SHeshon Par 
Reengtay Hoey Qatray 
Youn Phisaltay Hain jasay 

Meray Our Badal Ke 
Darmayan Koi Hai Jo 
Meray Our Badal Ke 
Raaz Ko Samajta Hai 

Jab Gatayen Chayen To 
Sirf Wo Nahi Rotein 
Ankheen Be Barasti Hain 
Khirkiyan Bi Roti Hain

Wo Jo Log Thay Meray Humsafar..

Wo Jo Log Thay Meray Humsafar..
Wo Jo Log Thay Meray Humsafar.. 
Meri Zaat Ka Jo Nikhaar Thay.. 

Wo Jo Shab o Roz Meri Chah Thay.. 
Wo Jo Lamha Bhar Ka Waqar Thay.. 

Na Wo Log Hain Meray Pas Ab.. 
Na Nikhaar Hai Meri Zaat Mein.. 

Na Wo Shab o Roz Ki Chah Hai.. 
Na Wo Lamha Bhar Ka Waqar Hai.. 

Bus Zindagi Hai BeNaam Si.. 
Kabi Subh Si Kabi Shaam Si..

Nazuk Mizaaj Hai Woh Pari Kuch Is Qadar..



Nazuk Mizaaj Hai Woh Pari Kuch Is Qadar..


Nazuk Mizaaj Hai Woh Pari Kuch Is Qadar..


Payal Jo Pehni Paon Mein To Cham Cham Se Darr Gai..

Daagh dunya ne diye zakham zamaanay se milay..

Daagh dunya ne diye zakham zamaanay se milay..
Daagh dunya ne diye zakham zamaanay se milay.. 
Hum ko tuhfay ye tumhen dost bananay se mile.. 

Hum tarastay hi tarrastay hi tarastay hi rahay.. 
Wo falaanay se falaanay se falaanay say milay.. 

Khud se mil jatay tu chaahat ka bharam reh jata.. 
Kya milay aap jo logon k milaanay se milay.. 

Kabhi likhwanay gaye khatt kabhi parhwaye gaye khatt.. 
Hum hasinon se isi heelay bahaanay se milay.. 

Ik naya zakhm mila aik nayi umar mili.. 
Jab kisi sheher me kuch yaar puranay se milay.. 

Aik ham hi nahi phirrtay hain liye qissa e gham.. 
Un k khamosh Labbon par bhi fasaanay se milay.. 

Kaisay manayen k unhen bhol gaya to ae kaif.. 
Un k khatt aaj hamen tere sarhaanay se milay.. 
pOet Kaif Bhopali

Relations do not need Cute Voice and Lovely Face..

Relations do not need Cute Voice and Lovely Face..
Relations do not need Cute Voice and Lovely Face.. 

Relations need Beautiful Heart and Unbreakable Trust.

Har sham kehtay ho kal sham milen gay..

Har sham kehtay ho kal sham milen gay..
Har sham kehtay ho kal sham milen gay..
Q ati nai wo sham jis sham milen gay..

Youn acha nai lagta yeh shamon ka badalna..
Kal sham b kaha tha k kal sham milen gay..

Ati ha jo milnay ki garhi kartay ho bahana..
Youn milna acha nai kisi kam say milen gay..

Yeh rah e muhabat hai yahan chalna aasan nai..
Ungli b uthay gi yahan ilzam b lagay gay..

Mumkin nai shamon k abhi milna jo hamara..
Hum dono k yak ja to b nam milen gay..

Umeed hai wo din ayen gay..
Subho sham milen gay saray aam milen gay..Har sham kehtay ho kal sham milen gay..
Q ati nai wo sham jis sham milen gay..

Youn acha nai lagta yeh shamon ka badalna..
Kal sham b kaha tha k kal sham milen gay..

Ati ha jo milnay ki garhi kartay ho bahana..
Youn milna acha nai kisi kam say milen gay..

Yeh rah e muhabat hai yahan chalna aasan nai..
Ungli b uthay gi yahan ilzam b lagay gay..

Mumkin nai shamon k abhi milna jo hamara..
Hum dono k yak ja to b nam milen gay..

Umeed hai wo din ayen gay..
Subho sham milen gay saray aam milen gay..

AankHaiin MiLaa K Dekhtay Hain..

AankHaiin MiLaa K Dekhtay Hain..
AankHaiin MiLaa K Dekhtay Hain.. 

K0n Kitnaa Udaas Rehta Hai..

Meray Humdam

Meray Humdam
Meray Humdam 
Agar ik baar 
Bus Ikk baar yeh keh do 
Mujhay Tum Say Mohabbat Hai 

To jaan e Janaan 
YaQeen Maano 
Main apnay Aasmaan ka aik ikk taara 

December ki haseen baarish ki boonden sab 
Samandar k sabhi moti 
or 
Apnay DiL ki har dharrkan 

Tumharay naam kar doon 
Tumhein yeh zindagi Inaaam kar doon..

Aainay Per Kabhi Kitaab Mein Hain

Aainay Per Kabhi Kitaab Mein Hain
Aainay Per Kabhi Kitaab Mein Hain

Oski Aankhain Ajeeb Azaab Mein Hain


Thaktay Phirtay Hain Dhoop Mein Bachay

Titliaan Saaya e Gulaab Mein Hain


Ek Kachay Gharay Ki Jurrat Per

Kitni Tugyaaniaan Chanaab Mein Hain


Wo Abhi Tak Hai RuBaru Apnay.

Hum Abhi Tak Hisaar e Khwaab Mein Hain


Oski Aadat Hai Roothna Mohsin

Loog BeWaja Iztaraab Mein Hain

Nahi Hua Mujhe Naseeb Pyar Kisi Ka

Nahi Hua Mujhe Naseeb Pyar Kisi Ka
Nahi Hua Mujhe Naseeb Pyar Kisi Ka 
Phir Me Q Karun Itebar Kisi Ka 

Ae Waqt To Bhi Zara Thehar Ja 
Meri AankhO Ko B Hai iNtizar Kisi Ka 

Sari Duniya RoOth Jaye Koi Gham Nahi 
Jeete Ji Na Juda Ho Dildar Kisi Ka 

Kya Pochtay Ho Kahani Meri Mohabat Ki 
Chalte Chalte Kar Liya Tha Maine bi Itebar Kisi Ka..

Mere Hathon Main Apne Naam Ki Lakeer Dekhna

Mere Hathon Main Apne Naam Ki Lakeer Dekhna
Mere Hathon Main Apne Naam Ki Lakeer Dekhna 
Meri Ankhon Main Apne Husn Ki Tasveer Dekhna 

Kya They Or Kya Bna Dia Teri Ulfat Ne 
Kese Ban Gaye Hain Tere Pyar Mein Faqeer Dekhna 

Bohat Naaz Hy Na Tujay Apni Husn ki Dolat Per Dost 
Mere Paas B Hay Zakhmon Ki Jageer Dekhna 

Mere Ho Or Mere Hi Reho Ge Hamesha 
Rang Laaye Gi Sachey Pyar Ki Taseer Dekhna 

Bohat Zulm Sahey Hain Teri Judai K Ham Ne. 
Sada Ek Jesi Nhi Rehti Taqdeer Dekhna.

Kuch Bhi To Nahi Waisa

Kuch Bhi To Nahi Waisa
Kuch Bhi To Nahi Waisa 
Jaisa Tujhe Socha Tha 
Jitna Tujhe Chaha Tha 
Socha Tha Tere Lab Per 

Kuch Harf Duaon K 
Kuch Phool Wafaon K 
Mehkein Gay Meri Khatir 
Kuch Bhi To Nahi Waisa 
Jaisa Tujhe Socha Tha 

Mehsoos Yeh Hota Hai 
Dukh Jheelay Thay Jo Ab Tak 
BeNaam Musaafat Mein 
Likhnay Ki Mohabbat Mein 
Parhnay Ki Zaroorat Mein 
BeSood Riyazat Thi 
BeFaiz Ibaadat Thi 

Jo Khawaab Bhi Dekhay Thay 
In Jaagti Aankhon Nay 
Sab Khaam Khayali Thi 
Phir Bhi Tujhe Paanay Ki 
Dil Ke Kisi Goshay Mein 
Khuwahish To Bacha Li Thi 

Lekin Tujhe Paa Kar Bhi 
Aur Khud Ko Ganwa Kar Bhi 
Iss Habs K Mausam Ki 
Khirki Say Hawa Aai 
Na Phool Say Khushbo Ki 

Koi Bhi Sadaa Aai 
Ab Neend Hai Aankhon Mein 
Na Dil Main Wo Pehli Si 
Taaza Sukhan Aarai 
Na Lafz Mere Niklay 

Na Harf o Maani Ki 
Danish Mere Kaam Aai 
Na deeda Rafaaqat Mein 
Jitni Bhi Aziyyat Thi 
Sab Mere Hi Naam Aai 
Kuch Bhi To Nahi Wesa 
Jesa Tujhe Socha Tha 
Jitna Tujhe Chaha Tha..

Sunday 20 September 2015

Gulaab Ka Koi B Naam

Golden Words, Gulaab Ka Koi B Naam

Gulaab Ka Koi B Naam Rakh Liya Jaye,Mgr
Pehchana To "Khushboo"
Se Hi Jata Hy,

"Insaan" Bhi Waisa Hi He,

Uska Koi Bhi
"Rang" Ho
"Roop" Ho
"Zaat" Ho
"Qabila" Ho,
Mgr
Pehchana
Apne "KIRDAR"
Aur
"IKHLAQ"
Se Hi Jata Hy.

Zindagi Me Hamesha

Golden Words, Zindagi Me Hamesha
*>---Zindagi Me Hamesha Apne Chahne Walo Ko Apni Kami Mehsus Karvao,

Magr,

Ye Duri Itni Lmbi Na Kro K Koi Tmhare Bagair Jena Sekh Le.

*>---"Jab Apko Kisi Ka Sms Mily
To Yeh Mat Socho K Uska Sms Free Hoga Esi Liye Msg Kia Hy,

"Balke Socho K
Usne Apni ZinDgi Key kuch qeemti Lamhe Apko Yaad Karne Me Guzar Diye!

*>---"Koshish karo k Zindgi" ka Har Lamha apni tarf say hr kisi k sath Achay Say Acha Guzaro"
Q k

Zindgi" Nahi Rehti par Achi Yaadain" Hamesha" Zinda Rehti Hein

**ANMOOL MOTI**

Golden Words, **ANMOOL MOTI**
"Jab insaan ki aankh say nidamat kay aansoo behtay hain to us par Rab ki rehmat barasti hai"

1.Namaz Ko Mat Chorna,

Golden Words, 1.Namaz Ko Mat Chorna,
Nice Words :

1.Namaz Ko Mat Chorna,
Zindagi Ki Sari Barkat Isi Main Hai.

2.Apni Nazar Ki Hifazat Karna,
Gunah Ki Bunyad Yahan Se Shuru Hoti Hai

Life is like a book

Golden Words, Life is like a book
Life is like a book.
Some chapters sad,
some happy,
and some exciting.
But if you never turn the page...
You will never know what the next chapter holds.

Ksi Ka Ye Soch Kr Sath Mt chorna K Us k Pas Kuch Ni Tumhe Dene K Lye.

Golden Words, Ksi Ka Ye Soch Kr Sath Mt chorna K Us k Pas Kuch Ni Tumhe Dene K Lye.
Ksi Ka Ye Soch Kr Sath Mt chorna K Us k Pas Kuch Ni Tumhe Dene K Lye. 
Bus Ye Soch Kr Sath Nibhana K ho skta hy Us ke Pas Kuch b Na Ho Tumhare siwa.

Khubsorat Dilo ki talash kro

Golden Words, Khubsorat Dilo ki talash kro
Khubsorat Dilo ki talash kro 
Khubsorat chehron ki nahi, 
Q k khubsorat chehre to Dhoka de jate hain, 
Lekin khubsorat Dil kbhi Dhoka"nahi dete...

Narazgi Me Kuch Nahi Rakha Hai Mohabbat Se Jeena Seekho,,

Golden Words, Narazgi Me Kuch Nahi Rakha Hai Mohabbat Se Jeena Seekho,,
Narazgi Me Kuch Nahi Rakha Hai Mohabbat Se Jeena Seekho,, 
,,"DOST",, 
Ye Dunia Na Mera Thikana Hai Na Tera Gha

SAANS Totny Sy Insan Aik hi Baar Marta hy " Magar"

Golden Words, SAANS Totny Sy Insan Aik hi Baar Marta hy  " Magar"
SAANS Totny Sy Insan Aik hi Baar Marta hy 
" Magar" 
AAS Totny Sy Insan Pal Pal Mrta hy 

So Don't HURT Any One in your Life.

Mujhe buhat se Aise Logon ki zarorat nhi

Golden Words, Mujhe buhat se Aise Logon ki zarorat nhi
Mujhe buhat se Aise Logon ki zarorat nhi
Jo merey mrne pr roney ko tayar hon, 

Mujy sirf Ek Shaks ki zarorat hai 
Jo mery rone pr 
mrne ko tyar ho....!

Zindgi Tab "BEHTAR" Hoti Hy Jb Ap KHUSH Hoty Hyn

Golden Words, Zindgi Tab "BEHTAR" Hoti Hy Jb Ap  KHUSH Hoty Hyn
Zindgi Tab "BEHTAR" Hoti Hy Jb Ap 
KHUSH Hoty Hyn 
Lekin 
Zindagi Tab 
"BEHTREEN" Hoti Hy Jab Apki Wja Se koi dosra KHUSH Hota Hy..

Khawahishen Be'Lagaam Matt Karna

Golden Words, Khawahishen Be'Lagaam Matt Karna
Khawahishen Be'Lagaam Matt Karna
Rizq Apna Haram Matt Karna,

Be'Wafa K Qareeb Matt Jana
Bud'Zubaan Sy Kalam Matt Karna,

Doston Ko Khuloos Sy Milna
Gharz Rakh K Salaam Matt Karna,

Dekhna Ishq Main Kabhi Apni
Zindagani Ghulam Matt Karna,

Toot Jaein Talluqaat Agr
Raaz Ki Baat Aam Matt Karna,

Kisi K Dil Main Rehna To Umar Bhar Rehna
Aik Do Din Qayaam Matt Karna.

APNON Ko Hmesha Apnay Hone ka Ehsas Dilao, Warna Waqt Ap k,

Golden Words, APNON Ko Hmesha Apnay Hone ka Ehsas Dilao,  Warna Waqt Ap k,
APNON Ko Hmesha Apnay Hone ka Ehsas Dilao, 
Warna Waqt Ap k, 
Apnon ko Ap k Bina Jeena Sikha Dega"

Apno k sath waqt ka pta nahin chalta...

Golden Words, Apno k sath waqt ka pta nahin chalta...
Apno k sath waqt ka pta nahin chalta... 
lekin waqt k sath apnon ka zroor pta chal jata hai...

Har Gumshuda Cheez Wahan Se Hi Milti hai Jahan Wo Khoi Ho,

Golden Words, Har Gumshuda Cheez Wahan Se Hi Milti hai Jahan Wo Khoi Ho,
Har Gumshuda Cheez Wahan Se Hi Milti hai Jahan Wo Khoi Ho, 
Siwaye Åitbaar Ke...!!

A True Fact:-

Golden Words, A True Fact:-
A True Fact:-

Hum Gussa Unpr Hote Hain Jin Pe Hame Yakeen Hota H Ki Wo Hame Mana Lenge..
Aur
Hum Manate Use Hi Hai Jise Hum Kbhi Khona Nhi Chahte,,!

Tum Agar Kisi Ki Chahat Paane Ke Liye Jee Rahe Ho,

Golden Words, Tum Agar Kisi Ki  Chahat Paane Ke Liye Jee Rahe Ho,
Tum Agar Kisi Ki 
Chahat Paane Ke Liye Jee Rahe Ho, 
To Apne Dil Ki Baat Use Bata Do, 
Qk 
Zindagi "Moqa" Km Aur Dhoka 
Ziyada Deti He...

Insaan Us Waqt Tk Nhe Haar Skta,

Golden Words, Insaan Us Waqt Tk Nhe Haar Skta,
Insaan Us Waqt Tk Nhe Haar Skta, 
Jb Tk Uski Soch Na Haar Jae, 
Kamyabi Aur Jeet Hamesha Aapki Soch Sy Shuro Hoti hai.

Mohabbat Kisi Se Tab Hi Karna Jab

Golden Words, Mohabbat Kisi Se Tab Hi Karna Jab
Mohabbat Kisi Se Tab Hi Karna Jab
Mohabbat Ko Nibhana Seekh Lo.....

Majburiyoon Ka Sahara Lekar Chor
Dena Wafadari Nahi Hoti..?

Kamyab log apny honton py do chezain rakhty hain

Golden Words, Kamyab log apny honton py do chezain rakhty hain
"Kamyab log apny honton py do chezain rakhty hain.
-Khamoshi.
-Muskarhat.

'Muskarhat masly hal krny k liye'.

'Khamoshi masloo say door rehny k liye'.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...