Do you like this story?

Showing posts with label Eid poetry. Show all posts
Showing posts with label Eid poetry. Show all posts

Sunday 11 September 2016

Eid ki chand dekhi'n na mere koi siwaa

Eid ki chand dekhi'n na mere koi siwaa
Is ki didar ko eik saal guzara main ni

Udar si chand tum dekh'on,edar si chand hum dekhai'n

Udar si chand tum dekh'on,edar si chand hum dekhai'n
Nighai'n yu takrai'n k do dil'on k eid hujaye.

Chand eid ka dilkash hain janta hon

Chand eid ka dilkash hain janta hon
Husan janaaa sy magr har jaye ga

Hum jab chahay eid manli'n Chand hamara apna hain.

Hum jab chahay eid manli'n
Chand hamara apna hain.

Chand ko he dekh kar agar athi hain eid tu

Chand ko he dekh kar agar athi hain eid tu
Tu yaqeen manO main har ruz eid karta hon.

Hamisha eid phir mujko yahe pegham milta hain

Hamisha eid phir mujko yahe pegham milta hain
Koi qurban huta hain tu,kisi k eid hute hain

Dua karo k muji eid ka chand raas jaye

Dua karo k muji eid ka chand raas jaye
Mera reshta lay kar khud mere saam aa jaye.

Shyed tum awo main ni osi intizar main

Shyed tum awo main ni osi intizar main
Ab k baras ki eid bhi tanha guzar dai'n

Tumhari baghir eid guzrai gy had hain yaar judai'n ki

Tumhari baghir eid guzrai gy had hain yaar judai'n ki

Is eid phir bhi na mil sakai'n tu kia huwa dostO

Is eid phir bhi na mil sakai'n tu kia huwa dostO
Jazb'on  khulos ho tu edi'n hazar hain.

Tuhfa dua'on ka tumhain punchai'n mera

Tuhfa dua'on ka tumhain punchai'n mera
Sada rahe tuharin kirad khush'on ka giraa.
Musarat'ain tumhain eid k mubarak hon
Tumhari zest main na aye kabhi gham'on ka pehra.

Fitwa kare koi jare

Fitwa kare koi jare kitni eid hongay is ki
Jo shahs do(2) chand dekh lay eik raat main

Is eid phir bhi sath hain mere

Is eid phir bhi sath hain mere
Phardis tanhai'n aur bus tere yaadai'n

Har koi apni chand si tja makhu guftagu Main apna chand dundta raha aur eid guzar gaye.

Har koi apni chand si tja makhu guftagu
Main apna chand dundta raha aur eid guzar gaye.

Main ni kaha sunO janaa.

Main ni kaha sunO janaa
Is Eid pi kia do'gy muji
Kehni lagay qurbani ka gush.

Friday 9 September 2016

Eid aaye hain aaj bhi har saal ki tarha.

Eid aaye hain aaj bhi har saal ki tarha
Phar yu k zrf ka koi silsila na ho,
Pechly bras tha khub tuji ku na do kahain
Ab k baras dua hain k tera samna na ho.

Wednesday 7 September 2016

Sunooo...

Sunooo...
Qurbani ka Maheena hai
Qurban ho jao naww muj par ��

Gin Raha Hon Ungleyon Py Din "Eid" Ke,

Gin Raha Hon Ungleyon Py Din "Eid" Ke

Barhi Muddat K Bad Kisi Ne Wada Kia Hai "Aany" Ka""*

Tuesday 6 September 2016

Monday 5 September 2016

Gin Raha Hon Ungleyon Py Din "Eid" Ke""*l

: Gin Raha Hon Ungleyon Py Din "Eid" Ke""*l

Barhi Muddat K Bad Kisi Ne Wada Kia Hai "Aany" Ka""*

Advance Eid Mubark.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...