Do you like this story?

Tuesday 13 September 2016

Eid aa rahe hain kunsA tuhji aana hain

Rasm'on rewaj'on ku tu he nibhana hain
Eid aa rahe hain kunsA tuhji aana hain
Aay wqat zaraa deray guzar
Abhi tu muskurat ko bhi hont'on pay lanaa hain
Miltay huwe ab kisi ko dekha nahi jata
Is baar hamain bhi kisi ko ghali lagaa'na hain
Dekh lout aaye hain sub apni ghar'on ko
Magar tere traf si phir aaya eik bahana hain
Eik roz yaad kar lia karo yaad karni wal'on ko
Phir bulaa dena saal bhar agar tuji bulaana ho
Tu nahi akilaa tu ab hum bhi ab tanha nahi abbas
Hum tere aur dard hamara dewana hain
Eid aa rahe hain kunsa tuji aana hain
Rasm'on rewaj'on ku tu he nibha'na

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...