Do you like this story?

Wednesday 2 September 2015

‎*" Aaj Phir Hum Akele Rah Gaye "*

‎*" Aaj Phir Hum Akele Rah Gaye "*

‎*" Aaj Phir Hum Akele Rah Gaye "*

*" Judai Ke Ansoon Aankhon Se Beh Gaye "*
... ...
*" Rotey Rahy K Koi Chup Karaye Ga "MAGAR" "*
...
*" Jo Chup Karaty The Wohi Ronay Ko Kah Gaye "*

Wo tum na thay ik "Khayal" tha

Wo tum na thay ik "Khayal" tha
Meri soch ka he "Kamal" tha
Wo "Mohabatain"
Wo "Chahatain"
Meri "Uljhanon" ka he "Jaal" tha
Mere dil main thi jo "Ronaqain"
Wo tera he "Husn-O-Jamal tha
Jawab jiss ka mila nahi
Wo aisa he ik "Sawal" tha
Wo aaj mila to yun laga
yehi to ha wo jiss ka "Intezar" tha
Usay "Yaad" kaisay na karay koi
Usay "Bhoolna" to mohal tha
Ab uss ki kia main "Misal" don
Wo to apni "Misal" ap tha


Alone but happy,Methi methi yadon ko palkon me saja lena

Alone but happy,Methi methi yadon ko palkon me saja lena

Methi methi yadon ko palkon me saja lena
Sath guzre lamhon ko dil mai basa lena
Nazar na aaon haqiqat mai agar
To muskura k mujhe sapno mai bula lena

Chahat"

Chahat"
Chahat"
Tujhe chahte hain be inteha per chahna nahi ata
Ye kaisi mohabat ha k hamain kehna nahi aata
Zindagi me aajao hamari zindagi ban kar
K tere bin hamain zinda rehna nahi aata
Har pal tujhe bas tujhe duaon mein mangte hain
Kia karen k tumharey siwa kuch mangna nai aata

Main Tumhe'n Phool0n Ki Wafa0n Mein Nazar Aa0n Ga


Main Tumhe'n Phool0n Ki Wafa0n Mein Nazar Aa0n Ga
Jab Dhuund0 Ge Tou FizaOn Mein Nazar AaOn Ga

Yaad Aa0n Kabhi Tou Haath Utha Lena Tum
Main Tumhein Tumhari Hi DuaOn Mein Nazar AaOn Ga

Mujhy Dhoondna Mat NafratOn Ki Tapish Mein "FARAZ"
Main Safeer Hoon MohabbatOn Ka ChhaOn Mein Nazar AaOn Ga

Mujhe Dekhna Chaho Tou Kholna DIL K Dareeche Kabhi
Main Aankh Nahi DIL Ki NigahOn Mein Nazar AaOn Ga 

Alone but happy,Kitney Tohfay Dayti Hay na Yeh Mohabbat bhi.

Alone but happy,Kitney Tohfay Dayti Hay na Yeh Mohabbat bhi.
Kitney Tohfay Dayti Hay na Yeh Mohabbat bhi.

Ruswai Alag, Judai Alag, Or Tanhai Alag...!


Ksi Ki Baat Main Aakar,

Ksi Ki Baat Main Aakar,
Ksi Ki Baat Main Aakar,
Ksi ka Piyaar Tum Paa Kar,
Mujhy Tum Bhool Na Jana,

Ksi Ki Soch Mein Bas Kar,
Ksi Ki Aas Tum Ban Kar,
Mujhy Tum Bhool Na Jana,

Tumhary Bin Kabhi Ek Pal,
Guzarta Hi Nahi Mera,
Magr Tum Yaad Rakh Lena,
Mujhy Tum Bhool Na Jana,

Tumhy har pal Ary pagal.
Is Dil Ny Chaha Hai
Ksi ki Chahat Tum Paa Kar,
Mujhy Tum Bhool Na Jana.

Ulfat-e-Yar Mein Khuda Se Aur Kiya Mangu..

Ulfat-e-Yar Mein Khuda Se Aur Kiya Mangu..
Ulfat-e-Yar Mein Khuda Se Aur Kiya Mangu..

Khuda Tumhein Khushiyan De__ Aur Mujhe Faqat Sath Tera...!!

Kal Shab Ka Chand Hu-B-Hu Tum Jaisa Tha.!!

Kal Shab Ka Chand Hu-B-Hu Tum Jaisa Tha.!!
Kal Shab Ka Chand Hu-B-Hu Tum Jaisa Tha.!!


Wo Hi Husn ,Wo Hi Guroor Aur Bohat Door...!!

Teri Baanhon Mein Hain Dono Jahan Mere.

Teri Baanhon Mein Hain Dono Jahan Mere.
Teri Baanhon Mein Hain Dono Jahan Mere.

Main Kuch Bhi Tou Nahi Siwa Tere ......!!

Khud Ko Khoney Ka Pata Nahi Chala,

Khud Ko Khoney Ka Pata Nahi Chala,
Khud Ko Khoney Ka Pata Nahi Chala,

Tum Ko Paany Ki Yun Inteha Kar Di..

Tum Yaad Rakho Ya Bhool Jao,

Tum Yaad Rakho Ya Bhool Jao,
Tum Yaad Rakho Ya Bhool Jao,

Tum Yaad Ho Yeh Yaad Rakhna..


Tuesday 1 September 2015

Aise lagay "UDAS" "SAR-E-SHAM" zindagi

Aise lagay "UDAS" "SAR-E-SHAM" zindagi
Aise lagay "UDAS" "SAR-E-SHAM" zindagi
Jaise kisi ki "AANKH" ka ho "ILZAM" zindagi
Apne "JAAN" mein dekha tere "BAAD" kuch na tha
Humne "LAGA" di aaj tere "NAAM" zindagi
Jis k bina ye "SAANS" mujhe "DOOBTI" lagey
Ja kar "USAY" b "DHOOND" kisi sham zindagi
Ye "PYAR" dard na ban sakey jis k "NASHE" me
Pila de "MUJH" ko "AAJ" wohi "JAAM" zindagi
Ab "DOOSTON" k "HATH" mere "HATH" mein nahi
Girney laga hon "AAJ" mujhe "THAM" zindagi

Ulji hoi zat ko pany ki zid na karo

Ulji hoi zat ko pany ki zid na karo
Ulji hoi zat ko pany ki zid na karo
Jo na ho apna usy apnany ki zid na karo
Is samundar me tufan bohat aty hain
Is k sahil pe ghar banany ki zid na karo

Alone but happy,Khushbuu jaise log mile afsaane meN

Alone but happy,Khushbuu jaise log mile afsaane meN
Khushbuu jaise log mile afsaane meN
ek puraana Khat kholaa anjaane meN

jaane kis kaa zikr hai is afsaane meN
dard maze letaa hai jo duhraane meN

shaam ke saaye baalishtoN se naape haiN
chaaNd ne kitnii der lagaa dii aane meN

raat guzarte shaayad thoRaa vaqt lage
zaraa sii dhuup uNdel mere paimaane meN

dil par dastak dene ye kaun aayaa hai
kis kii aahat suntaa huN viirane meN
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...