Do you like this story?

Thursday 21 May 2015

Main kahain b kisi Nagar main reha

Main kahain b kisi Nagar main reha

Main kahain b kisi Nagar main reha
Wasi
Wasi Tare aseb k Asar main reha

Ab Kahan Zarurat Hai, Haathon

Ab Kahan Zarurat Hai, Haathon
Ab Kahan Zarurat Hai, Haathon 
Main Patthar Uthaane Ki 'Wasi' 
Torrne Waale To Dil Zubaan Se Hi 
Torr Diya Karte Hain

kisi such ki talash m�i,

kisi such ki talash m�i,
kisi such ki talash m�i,

>W�si<

K subha phir is jhooti dunya 
ka deedar karna hai..!

ajeeb rastay hain ye chahaton k beech

ajeeb rastay hain ye chahaton k beech
ajeeb rastay hain ye chahaton k beech

wasi

koi kici ka sab kuch ha or koi kici ka

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,
Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Kab Tak Tujhy Talaash Kroon Ab Aa K Mil,

Youn Mil K Phir Judai Ka Lamha Na Aa Sakay,

Jo Darmiyan Mein Hai Sabhi Kuch Mita K Mil,

Ye Kya K Hum Milen B, Mulaqaat Bhi Na Ho,

“WASI”

Seenay Se Matt Laga Mujhy Dil Se Laga K Mil.

Pathar se wafa, Mot se Sada Maang Raha Hon,

Pathar se wafa, Mot se Sada Maang Raha Hon,
Pathar se wafa, Mot se Sada Maang Raha Hon,

Kiyon Aaj main Sehra se Ghatta Maang Raha Hon,

Muddat se koi Dil ko Dukhane nahi Aaya,

Aajao koi Zakham Naya Maang Raha Hon,

Hai Chaand Bohat Door mere Dust-e-rasam se,

Jo Ghar mein Jalay aisa Diya Maang Raha Hon,

Jo Jurm Mohabat mein Tujhe mera Bana De,

Aisi Hi koi pyari Saza Maang Raha Hon,

Maalom hai Tum Ghair k Ho Jaaoge,

Phir bhi Tumhain Paane ki Dua Maang Raha Hon.

Apna Hissa shumar karta tha

Apna Hissa shumar karta tha
Apna Hissa shumar karta tha
Wo Mujhse itna pyaar karta tha,

Wo Banata tha Meri Tasveerain
Phir un se Baatein Hazaar karta tha,

Mera Dukh B khaloos-e-Neeyyat se
Apne Dukhon mei Shumaar karta tha,

Such Samajhta tha Jhoot B mera,
Yun Woh Mera Aitbaar Karta tha,

Jab B Rota tha Main Raat ki Tanhaiyon mei
Wo apne Honto se mere ChehrE ko Saaf karta tha,

Aaj Sochta hoon to Aankhein beegh jati hain
Wo Shakhs Mujhse kitna Pyaar karta tha

EIK DOSRAY KY WASTAY DONO BANAY

EIK DOSRAY KY WASTAY DONO BANAY
EIK DOSRAY KY WASTAY DONO BANAY

WASI

GULDAN MERA DIL TRI YAAD PHOOL HAI



Waada tha us ka ke Raat Ko aaye ga khawab mein …

Waada tha us ka ke Raat Ko aaye ga khawab mein …
Waada tha us ka ke Raat Ko aaye ga khawab mein …

” WASI ”

Aur hum the ke raat bhar khushi se so hi na sake … !!!

Agr Neend Aa jaye to S0 b liya

Agr Neend Aa jaye to S0 b liya
Wasi
Agr Neend Aa jaye to S0 b liya 
kr khan,
Raaton ko jaagny se Yaar lota 
nahi krty

Monday 11 May 2015

Badnam Zamane Main Mohabat Nahi Karte,

Badnam Zamane Main Mohabat Nahi Karte,
Badnam Zamane Main Mohabat Nahi Karte,
 Dil Walay To Dushman Se Bhi Nafrat Nahi Karte,
 Ek Bar Jisy Chaha Sada Us K Rahay Phir,
 Hum Log Amant Main Khayant Nahi Karte, 
Tanhai Main Karlete Hain Yaad Aansoo Baha Kr, 
Zaahir Kabhi Ham Apni Ebadat Nahi Karte, 
Waqt Aane Pr Maaloom Yeh Ho JaiyGa Tum Ko,
 Ham Sirf Dekhawe Ki Mohabbat Nahi Karte,
 Likhte Hen FAQAT Ek Tumhare Liye Ghazlain Wasi...
 Har Shakhs Pe ham Aesi inayat Nahi Karte...

Aap k honthoon ka tabbasum rahay qaim 'YA RUB'...

Aap k honthoon ka tabbasum rahay qaim 'YA RUB'...
Aap k honthoon ka tabbasum rahay qaim 'YA RUB'...
Aap kì ' ZìNDAGì ' main khushioon ka basera rahay sadda...
...Meri karb ki raatain bhallay khatam na kar...
Uss ki har sham k aakhir main
SAWERA kar day...
...Uss k 'DILL' kay kissi konay main jaga day mujh ko..
Uss ki 'AAANKHON' ko meray sapnoo say bhar day...
...Yeh meray dill ki dua hai 'MERY MOLA SUN LY'...
Saaaari dunia say chupaa kar 'USSAY MERA KAR DAY

Ankhon se ansoon ko ubharne nai dia,

Ankhon se ansoon ko ubharne nai dia,
Ankhon se ansoon ko ubharne nai dia,
Matti mein motion ko bikharne nai dia, 
Jis rah pe pare the tere paon k nishan,
Us rah se kisi ko guzarne nai dia,
.Chaha to chahton ki hud se guzr gaye,
Nasha mohabton ka utarne nai dia,
Us ne hansi hansi mein mohabat ki baat ki,
Mainay Wasi use mukarne nai dia .

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Kab Tak Tujhy Talaash Kroon Ab Aa K Mil,

Youn Mil K Phir Judai Ka Lamha Na Aa Sakay,

Jo Darmiyan Mein Hai Sabhi Kuch Mita K Mil,

Ye Kya K Hum Milen B, Mulaqaat Bhi Na Ho,

Hami se ho gayi gaflat

Hami se ho gayi gaflat

Hami se ho gayi gaflat
Jo tujhe apna samajh baithe the ham
Teri yadoon ke bhavanr mein is tarah phanse ham
Ki majhdhar ko hi kinara samajh baithe the ham
Tujhe hi apni jindagi samajh
rafta rafta khud se hi door hote gaye ham
Junoone ishak itana chadha sir par ki
Tujhe hi masiha samajh baithe ham
Khwabon mein bazam sajaye
Mehfil mein hi tanaha baithe rahe ham
Aei bewafa tujhe kya dekhte
Jab khud ka hi didar na kar paye ham
Kisi aur se hone ka israr kya karte
Jab khua ka hi izhar na kar paye ham
Kisi aur ke sath ki dua kaise mangate
Jab khud ka hi sath na nibha paye ham
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...