Do you like this story?

Tuesday 28 April 2015

Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare

Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare
Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare
 MeneDekho Aanchal Pe Sajaye Hain Sitare Mene

Wohi Lamhaat Asaasa Hain Mere Jeevan Ka
Jo Tere Qurb Mein Lamhaat Guzaarey Mene

Roz Aate Hain Mujhe Yaad Tere Zulm-O-Sitam
Roz Khanjar Keyi Seeney Mein Utare Mene

Har Bahana Tera Aankhon Mein Saja Kar Rakha
Apne Seeney Se Lagaye Tere Laaray Mene

Meri Pooron Se Mehek Ati Rahi Hai Din Bhar
Jab Bhi Khawbon Mein Tere Baal Sanwarey Mene

Teri Chokhatt Pe Keyi Baar Huyi Mujh Ko Shikast
Teri Dehleez Pe Aansu Keyi Haarey Mene

Meri Awaaz Akeli Hi Palat Kar Aayi
Jab Musibat Mein Kabhi Yaar Pukarey Mene

Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi

Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi
Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi
Qatra Qatra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi

Tere Bad Ye Duniya Wale Mujh Ko Pagal Kar Den Gay
Khushbo K Dais Men Mujh Ko Le Chal Apne Sath Wasi

Yun Hi Chup Ki Mohar Laga Kar Kb Tak Ghum Sum Betho Gay
Khamoshi Se Dam Ghut_Ta Hai Cherro Koi Bat Wasi

Aj To Us Ka Chehra Bhi Kuch Badla Badla Lagta Hai
Mosam Badla, Duniya Badli, Badl Gay Haalat Wasi

Mere Ghar Khushiyon Ka Ye Raqs Usi K Dam Se Hai
Us K Sath Chali Jay Gi Pholoon Ki Baraat Wasi

Chor Wasi Ab Us Ki Yaden Tujh Ko Pagal Kar Den Gi
Tu Qatra Hai Wo Darya Hai Dekh Apni Auqaat Wasi

TUM BADAL GAYE HO?

TUM BADAL GAYE HO?
Suno!
Wo Kehta Hy K Tm Badal Gaye Ho,
Suno!
Wo Ye Ni Manta K M Ni Tm Badl Gaye Ho,
Manty Han Hm K Hmy Milti Han Fursaten Bht Dair Sy,
Mgr Jb Bat Krty Han To Kehta Hy Tm Badal Gaye,
Suno!
Hm Ny Lgai Thi Ik Bazi Khel-E-Ishq Ki,
Hm Har Ky Bi Jeet Gaye Wo Kehta Hy Tm Har Gaye Ho,
Suno!
Wo Aksar Krta Hy Baten Berukhi Ki,
Hm Ny Jb Ki Bt Wafa Ki Wo Kehta Hy Tm Bewafa Ho Gaye Ho,
Suno!
M Aksar Sochti Hun Paari Koi To Batla Dy Mjy,
M Badal Gai Hun Ya Per 
TUM BADAL GAYE HO?

Kaun Rota Hai Yahan Raat Ke Sannate Mein

Kaun Rota Hai Yahan Raat Ke Sannate Mein
Kaun Rota Hai Yahan Raat Ke Sannate Mein
Mere Jaisa Hai Koi Ishq Ka Mara Hoga

Kam Mushkil Hai Mgar Jeet Hi Lon Ga Us Ko
Mere Mola Ka Wasi Jonhi Ishara Ho Ga

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah
Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah

Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun Laga
Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah

Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jaga’uon Ga,
Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj Phir Sula Gaya Wo Kal Ki Tarah,

Mere Hee Dil Ka Makeen Nikla Wo Shakhs “Wasi”
Aur Mein Shehar Bhar Me Dhundta Raha Usy Kisi Pagal Ki Tarah

the best one

the best one

kash may tare haseen hath ka kangan hota

kash may tare haseen hath ka kangan hota


dil may apsos ankuon may namee se rehte hai

dil may apsos ankuon may namee se rehte hai

marii huo k rahoo

marii huo k rahoo

wo daga baaz sahee is pay tuhmatay kaise

wo daga baaz sahee is pay tuhmatay kaise

Ishq Minat Kaash E Qarar Nahe

Ishq Minat Kaash E Qarar Nahe
Ishq Minat Kaash E Qarar Nahe
Husan Majboor E Intizaar Nahe

Teri Ranjish Ki Intiha Maloom
Hasrtoo Ka Meri Shumaar Nahe

Zer E Lab Hy Abi Tabasum E Dost
Muntashir Jalwa E Bahaar Nahe

Apni Takmeel Kar Rha Ho Mein
Warna Tujh Sy To Mujh Ko Pyaar Nahe

Faiz Zinda Rahen Wo Hain To Sahe
Kiya Hua Gar Wafa Sha'aar Nahe

Chashm-E-Mayaguun Zaraa Idhar Kar De

Chashm-E-Mayaguun Zaraa Idhar Kar De

Chashm-E-Mayaguun Zaraa Idhar Kar De
Dast-E-Kudarat Ko Be-Asar Kar De

Tez Hai Aaj Dard-E-Dil Saaqii
Talkhi-E-May Ko Tez-Tar Kar De

Josh-E-Vahashat Hai Tishnaakaam Abhii
Chaak-E-Daaman Ko Taazagaar Kar De

Merii Qismat Se Khelane Vaale
Mujh Ko Qismat Se Bekhabar Kar De

Lut Rahii Hai Merii Mataa-E-Niyaaz
Kaash! Vo Is Taraf Nazar Kar De

'Faiz' Takmiil-E-Aarazuu Maaluum
Ho Sake To Yuu.N Hii Basar Kar De

Wehshat Aisi Khud Mein Basaa Rakhi Hy

Wehshat Aisi Khud Mein Basaa Rakhi Hy

Wehshat Aisi Khud Mein Basaa Rakhi Hy
Be-Khudi Mein Zaat Hi Ganwaa Rakhi Hy

Gara'n Guzray Na Hawao'n Ko Meri Loow
Issi Soch Mein Har Sans Bujhaa Rakhi Hy

Aaj Sulagnay Do Jitna Bhi Sulag Sakae'n
Kal Pay Kis Nay Koi Baat Uthaa Rakhi Hy

Zaib Deta Nahi Muhabat Mein Togafil
Tum Nay Lazim Kaisay Khud Pay Anaa Rakhi Hy

Tu Nahi Tu Chal Uss Say Rafakat Sahi
Hum Nay Khoub Udassi Say Banaa Rakhi Hy

Tum Takdeer Ho Tadbeer Ho Duaa Bhi Ho
Hum Nay Kab Koi Bat Tum Say Judaa Rakhi Hy

Log Parrh Letay Hain Ankho'n Say Hakeekat
Hum Nay Tehreer Teray Naam Ki Chupaa Rakhi Hy

Mataa-Ay-Jaa'n Ki Tarha Liaye Phirtay Hain Amber
Teri Yaad Jo Seenay Say Lagaa Rakhi H

Hum Tu Masrof-Ay-Dast-Ay-Duaa Thay

Hum Tu Masrof-Ay-Dast-Ay-Duaa Thay
Hum Tu Masrof-Ay-Dast-Ay-Duaa Thay
Woh Lafaz Meri Duaa K Lay Giyaa Mujh Say

Bheek Day Kar Wapas Nahi Letay

Bheek Day Kar Wapas Nahi Letay
Bheek Day Kar Wapas Nahi Letay
Tumhay Manga Thaa Ab Meray Hi Raho

Khuab Mein Miltay Tu Iltjaa Kartay
Ab Aaye Ho Tu Zaraa Thehray Hi Raho

Main Bhulaa Na Doun Uss Ki Wafao'n K Nishaa'n
Dill K Zakhamo'n Zaraa Gehray Hi Raho
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...