Do you like this story?

Tuesday 28 April 2015

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai
Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai
Jisme Beeta Hua Kal Nazar Aata Hai

Bas Yaaden Reh Jati Hai Yaad Karna Ke Liye
Aur Waqt Sab Kuch Lekar Guzar Jata Hai

Karte Hen Sar-E-Mehfil Log Zikir Youn Mera

Karte Hen Sar-E-Mehfil Log Zikir Youn Mera
Wo Ek Badnaam Sa Larka Aj Kal Nazar Nhi Ata

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai
Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai
Jisme Beeta Hua Kal Nazar Aata Hai

Bas Yaaden Reh Jati Hai Yaad Karna Ke Liye
Aur Waqt Sab Kuch Lekar Guzar Jata Hai




Naa Poch Teray Bagair Kaisi Guzar Gai

Naa Poch Teray Bagair Kaisi Guzar Gai


Naa Poch Teray Bagair Kaisi Guzar Gai
Qayamat Si Thee Haa'n Guzar Magar Gai

Wafae'n Jo Nibhata Raha Thaa Aaj Tak
Ruswaa Ussay Muhabat Kar Dar Badar Gai

Tofaan Saa Koi Mujh Mein Aa Basaa
Wehshat-Ay-Sakoot Mujh Mein Utar Gai

Ik Tum Hi Na-Ashna-Ay-Hal-Ay-Dill Rahay
Barbaadi-Ay-Shehar Ki Kaha'n Naa Khabar Gai

Wafao'n Ko Ganwaa Kar Bharam Bhi Loota Kar
Bheek Mangti Muhabat Phir Dar Badar Gai

Dhondti Rahi Teray Hi Naqsh-Ay-Paa
Uthi Jis Simat Nazar Jidhar Gai

Samaitay Tu Kirchiya'n Meri Khabar Ho Jisay
Koi Kaha'n Giri Koi Kidhar Gai

Dasht-Ay-Zaat Amber Itnaa Taweel Raha
Meri Talash Mein Zindagi Guzar Gai

Badle To Nahin Hain Woh Dil-O-Jaan Ke Qarinay

Badle To Nahin Hain Woh Dil-O-Jaan Ke Qarinay

Badle To Nahin Hain Woh Dil-O-Jaan Ke Qarinay
Aankhon Ki Jalan, Dil Ki Chubhan Ab Bhi Wohi Ha

Aaj Yun Mausam Ne Dee Jashn-E-Muhabbat Ki Khabar

Aaj Yun Mausam Ne Dee Jashn-E-Muhabbat Ki Khabar
Aaj Yun Mausam Ne Dee Jashn-E-Muhabbat Ki Khabar
Phoot Ker Rone Lage Hain Mai Muhabbat Aur Tum

Hum Ney Joon Hi Ker Liya Mehsoos Manzil Hai Qareeb
Raastey Khone Lage Hain Mai Muhabbat Aur Tum

Chaand Ki Kirno Ne Humko Is Tarah Bosa Diya
Devta Hone Lage Hain Mai Muhabbat Aur Tum

Aaj Phir Mehroomiyon Ki Daastane Orh Ker
Khak Mai Sone Lage Hain Mai Muhabbat Aur Tum

Kho Gaye Andaaz Bhi Awaz Bhi Alfaz Bhi
Khamshi Dhone Lage Hain Mai Muhabbat Aur Tum

Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum

Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum
Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum
Khob Roye Hain Lipat Kar Dar-O-Deewar Se Hum..

Jab Musibat Mein Kabhi Yaar Pukarey Mene

 Jab Musibat Mein Kabhi Yaar Pukarey Mene

Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare Mene
Dekho Aanchal Pe Sajaye Hain Sitare Mene

Wohi Lamhaat Asaasa Hain Mere Jeevan Ka
Jo Tere Qurb Mein Lamhaat Guzaarey Mene

Roz Aate Hain Mujhe Yaad Tere Zulm-O-Sitam
Roz Khanjar Keyi Seeney Mein Utare Mene

Har Bahana Tera Aankhon Mein Saja Kar Rakha
Apne Seeney Se Lagaye Tere Laaray Mene

Meri Pooron Se Mehek Ati Rahi Hai Din Bhar
Jab Bhi Khawbon Mein Tere Baal Sanwarey Mene

Teri Chokhatt Pe Keyi Baar Huyi Mujh Ko Shikast
Teri Dehleez Pe Aansu Keyi Haarey Mene

Meri Awaaz Akeli Hi Palat Kar Aayi
Jab Musibat Mein Kabhi Yaar Pukarey Mene

Tumhara Naam Likne Ki Eijazt Chen Gai Jb Sy

Tumhara Naam Likne Ki Eijazt Chen Gai Jb Sy
Tumhara Naam Likne Ki Eijazt Chen Gai Jb Sy 
Koi B Lfz Likhta Hn To Aankhe Bheg Jati Hen

Hazaro Mosamo Ki Hukmarani He Mere Dil Mein 
Magr Jb Bhe Hansta Hun To Aankhen Bheg Jati Hen

Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum

Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum
Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum
Khob Roye Hain Lipat Kar Dar-O-Deewar Se Hum

Yar Ki Aankh Main Nafrat Ne Hamain Qatl Kiya
Kon Kehta Hai Kate Yar Ki Talwaar Se Hum

Ranj Har Rang K Jholi Main Bhare Hain Hum Ne
Jab Bhi Guzre Hain Kisi Dard K Bazaar Se Hum

Ishq Main Hukm Adooli Bhi Hamain Ati Hai
Talne Wale To Nahi Hain Tere Inkaar Se Hum

Jad Rat Nu Sare Sondy Ne


Jad Rat Nu Sare Sondy Ne
Do Nain Nimany Rondy
Ne
Koi Mildi Raah Naen
Niklan Nu
Ghum Chaar Chafairy
Hondy Ne
Menu Samajh K Pagal
Vekhanlei
Kei Loki Aan Khalondy Ne
Jerrhy Pyar Kise Naal
Karde Ne
O Hanjuaan Da Haar
Parondy Ne
Jad Muk Jaan Athroo
Akhiyan Vicho
Fair Katray Khoon De
Aundy Ne
Jery Tor Nibhan Da Kendy
San
Aj Vekh K Boohy Tondy
Ne
"Pyar"Sajna Jina Da
Khalis Hove
O Kadi Ni Kisy Hor De
Honde Ne

Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum

Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum

Ye Jo Chehre Se Tumhen Lagte Hain Beemar Se Hum
Khob Roye Hain Lipat Kar Dar-O-Deewar Se Hum..

Us K Baghair Agarchy Meri Umr katt Gai,

Us K Baghair Agarchy Meri Umr katt Gai,
Us K Baghair Agarchy Meri Umr katt Gai,

Lekin Hayaat kitnay Anasir Mein Batt Gai..

Main Ne Usay khareed Liya Chahaton k Bhao,

Phir Yoon Hua K Qeemat-E-Bazaar Ghat Gai..

Bethi Hui Thi Oot Mein khuwabon ki Chandni,

Main Dekhny Laga To Dareechy Se Hatt Gai..

Logon Ne Meri Shakal K Tukray Utha Liye,

Tasveer Mery Chahnay Waalon Mein Batt Gai..

Ghar Chorny Ka Jab Bhi Irada kiya 
Qateel !

Qadmon se Uski Yaad Ki khushboo Lipat Gai...

Khud ko Bekarar Karna Chhor Diya

Khud ko Bekarar Karna Chhor Diya
Khud ko Bekarar Karna Chhor Diya

Tujhe Apna Samajna Chhor Diya 

Ja Patthar DiL Ji Le Apni Zindgi 

Hamne Ab Tera Intzar Karna Chhor Diya..!!

Sirf bewafa likha

Sirf bewafa likha
Ab ke uss ki ankhon main
Be-sabab udaasi thi
Ab ke uss ke chehre pr
Dukh tha, be-hawaasi thi

Ab ke yuun mila mujhse
Yuun ghazal suni jese
Main bhi na-shanaasa hoon
Woh bhi ajnabi jese

Zard haal-o-hadh us ke
Sogwaar daaman tha
Ab ke uss ke lehje mein
Kitna khurdraa-pan tha

Woh ke umar bhar jis ne
Sheher bhar ke logon mein
Mujh ko hum-sukhan jaana
Khud sa meherbaan samjha
Mujh ko dilrubaa likha
Ab ke saada kaghaz pr
Surkhh roshnaayi se
Uss ne talkhh lehje mein
Mere naam se pehle

Sirf bewafa likha
Sirf bewafaa likhaa..
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...