Do you like this story?

Showing posts with label 2 Line Sad Shayari. Show all posts
Showing posts with label 2 Line Sad Shayari. Show all posts

Sunday 11 September 2016

Tere ded ka intizar dunya ko bus eid k liye hain

Tere ded ka intizar dunya ko bus eid k liye hain
Kisi aur guman main na rehna aay chand is dil ki tarha

Kaise rula sakht hain koi is shaqas ko

Kaise rula sakht hain koi is shaqas ko
Jis nay khud usai ro rokar manga ho

Kisi k ghalti'on ko be-neqab na karo

Kisi k ghalti'on ko be-neqab na karo
Khuda baitaa hain----tum hesab na karo..

Zindagi main pyar ka samaj wahi samaj sakha hain

Zindagi main pyar ka samaj wahi samaj sakha hain
Jis ka pyar aaduraa reh gya hon

Hamari koch main rehte hain titliya'n aksar

Hamari koch main rehte hain titliya'n aksar
K apni shehir k husan-o-jamal thi hum bhi kabhi

Chahat,pikar,pyar,ihteram aur wafa.

Chahat,pikar,pyar,ihteram aur wafa
Mere inhe adat'on ni mera tamasha bana de'ya

Har khush karni walaa aur khush rehni walaa

Har khush karni walaa aur khush rehni walaa
Tanhaiu'n main anso'on say dil behlata hain.

Main janta ho'n k main kuch tu hon kyun k

Main janta ho'n k main kuch tu hon kyun k
Mere raab ni kou bhi chez bekar nahi bana'ye.

Koi paband muhabat he bata sakta hain

Koi paband muhabat he bata sakta hain
Eik dewani ka zanjer say kia reshta hain.

Zaraa dekho'n darwazi pay dastak kon deta hain?

Zaraa dekho'n darwazi pay dastak kon deta hain?
Muhabat hon tu keh dena yaha ab hum nahi rehtay

Saturday 10 September 2016

Mujhay Yaaron Ki Lambi Qataron Se Matlab Nahi.

Mujhay Yaaron Ki Lambi Qataron Se Matlab Nahi.

Agar Tum Dil Se Meray Ho To Bus Aik Tum Hi Kafi Ho.

Friday 9 September 2016

Aana ni hath nahi Uthani dey'n warna

Aana ni hath nahi Uthani dey'n warna
Mere dua si wo pathar pighal bhi sakta tha.

Sansain mere ulajj jathe hain

Sansain mere ulajj jathe hain
Jb tere naam koi aur letha hain.

Toot sa gaya hain mere etibar ka wajood.

Toot sa gaya hain mere etibar ka wajood
Ab koi muhlis bhi ho tu yaqeen nahi atha.

Palkon k khad ko tur ki daman py aagira.

Palkon k khad ko tur ki daman py aagira
Eik anso mere sabar k tuwheen kar gaya.

Bewaja nahi rutha koi ishq main, Ghalib

Bewaja nahi rutha koi ishq main,
Ghalib
Jisi khud say bar k chahon wo rulatha zaror hain.

Ab na tere aany k khushi najani ka gham,

Ab na tere aany k khushi najani ka gham,
Guzar gaya wo waqt jab tere dewani thi hum.

Tum pucho aur main na bataon isi tu khalat nahi

Tum pucho aur main na bataon isi tu khalat nahi
Ek zara sa dil tut'ta hain aur tu koi baat nahi.

Raat baar raat ko Ek raat jagaya jae.

Raat baar raat ko Ek raat jagaya jae
Is ko maglum tu ho hum pay kia guzarte hain

Thursday 8 September 2016

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...