Ghazal'''--buhat bezar lagti ho'''
Buhat bezar lagti ho
Bariii halkan rehty ho
Mere do char shekway bhi barii mushkil sy sekhty ho
Haqeqat talkh hain likn batana bhi zarori hain agr ehsaas ho jaye,,,jagana bhi zarori hain
Wafa ki laaj rakhte ho khaya bhi mera chuna hain
Jahan main rekhna chahte hon tumhara dil wo kunaa hain
Faqat un 3 bolon se
Main bandy to khuda tehra
Muji janat basani thi magr jinaaa sazaaa tehraaa
Muji janat basani thi magar jinaa sazaaa tehraaa
Muji maan baab ka saya tha kafi jo wahi rehty agar tanha sa lagna tha muji kia tha kaye rekhty
Jisi tum 3 lafzon se achanak chur dety ho,,,bara mazboot reshta hain jisi tum tor dety ho
SunO kuch waqt baqi hain
Zara sochon kaha ho tum
Mero tqder tum si hain
Meri tqder tum hain
WAhi main ho jaha hu tum
Thursday, 10 November 2016
-buhat bezar lagti ho''' Buhat bezar lagti ho
Ghazal.mere Ankhain muji laa do
"Ghazal" mere Ankhain muji laa do
Meri ankhan muji laa do
Main un se chu'n ki dekhon ga
Jahan ki sare rango ko plak ki kishkashan nazron he nazron main utar'onga
Gulabo'n se chura ki rang chehri se nekaronga
Main dekhonga ki chura kis tarha matay pay lekhta hin lakiron ko
Muhabbat badashaa karti hain kis tarha paqeeron ko
Millan kis tarha Aankhon main setaroon aan barta hain
Main dekhonga koi rata hain tu palkon se mutee kisi girti hain
Koi besakhta hansty hain honton phar kisi ki is tarha pal main gulabhi pool kilty hain
Main dekhonga
Main dekhonga ki kyu hain ki raat rani samfon se shekatat se
Bala bwre si kalyaan kis tarha daman churati hain
Bala pholon se mil ki tetleyan kyu kusay jate hain
Ye sare baet kus ni lekh deye darte ki sene par
Mere khyesh main sare musamon ko apni palkon se chunOo jana chalo tabeer tum rakhlo muji jugno sa koi larasta khwab dekla do
Mere Ankhan muji lado