Do you like this story?

Thursday, 10 November 2016

Ghazal.mere Ankhain muji laa do

"Ghazal" mere Ankhain muji laa do
Meri ankhan muji laa do
Main un se chu'n ki dekhon ga
Jahan ki sare rango ko plak ki kishkashan nazron he nazron main utar'onga
Gulabo'n se chura ki rang chehri se nekaronga
Main dekhonga ki chura kis tarha matay pay lekhta hin lakiron ko
Muhabbat badashaa karti hain kis tarha paqeeron ko
Millan kis tarha Aankhon main setaroon aan barta hain
Main dekhonga koi rata hain tu palkon se mutee kisi girti hain
Koi besakhta hansty hain honton phar kisi ki is tarha pal main gulabhi pool kilty hain
Main dekhonga
Main dekhonga ki kyu hain ki raat rani samfon se shekatat se
Bala bwre si kalyaan kis tarha daman churati hain
Bala pholon se mil ki tetleyan kyu kusay jate hain
Ye sare baet kus ni lekh deye darte ki sene par
Mere khyesh main sare musamon ko apni palkon se chunOo jana chalo tabeer tum rakhlo muji jugno sa koi larasta khwab dekla do
Mere Ankhan muji lado

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...