Do you like this story?

Friday, 16 September 2016

Zindgi taaq say juft hue phir taq hue

Zindgi taaq say juft hue phir taq hue
Dil bechara riyazi myn he ulja rha

Tumhayn Bhulana Awal to meri dastras main nae

Tumhayn Bhulana Awal to meri dastras main nae
Jo Akhtyar b hota to kia bhula dyty

Main nay Tere milny ko MOJZA samja

Main nay Tere milny ko MOJZA samja
magar tere bicharny ka sanha b kamal ka tha

Zindagi kitni haseen hain.

عائشہ ثناء کی ایک اور ویڈیو سامنے آ گی دیکهے اس بار عائشہ نے کیا کیا.

Hu na saka hamain apna hayal tk naseeb

Hu na saka hamain apna hayal tk naseeb
Nqsah kisi hayal ka lukh hayal phir rahaaa.

Nigah'on main abhi tk dusraa chehra nahi aaya

Nigah'on main abhi tk dusraa chehra nahi aaya
Barusa he kuch isaa tha tumhare lout aani ka.

Aaya tu tha tere shehir main buhat si hasratain lay kar

Aaya tu tha tere shehir main buhat si hasratain lay kar
magar tera hayal athi he zaroratain bhi bhol betha main.

Eid ka din bhi aam din'on ki tarha guzra

Eid ka din bhi aam din'on ki tarha guzra
Jani kia baat thi har baat pay runaa aaya.

Mubarak tu mile muji aaj har shaqas ki traf si mgar

Mubarak tu mile muji aaj har shaqas ki traf si mgar
Eid main ni kisi kisi k ankho'n main dekhe'n

Waqt mera bhi wqat tera bhi guzar gya

Waqt mera bhi wqat tera bhi guzar gya
Bus kisi ki eid guzre,koi eid phir guzar gya

Malum bhi hain k ye mukin he nahi magar

Malum bhi hain k ye mukin he nahi magar
Eik aaas si rhte hain k tum eid pay yaad karo'gy

Eid ki chand k manend huwa hain ab tu

Eid ki chand k manend huwa hain ab tu
Hayy wo shaqas jo roz mila karta tha.

Chun chun ki de rahe hain dard yu'n dunya walay

Chun chun ki de rahe hain dard yu'n dunya walay
Gin gin ki jisi ley ho khushi har kisi si hum ni

Dard insaan ko suchni phir majbor kar deta hain

Dard insaan ko suchni phir majbor kar deta hain
Hayalat insaan ko samjdar bana deti hain
Shawor zindagi ko paydar bana deti hain

Uthay nahi negh kisi aur k traf

Uthay nahi negh kisi aur k traf
Paband kar gay hain kisi ki nazar muji.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...