Do you like this story?

Showing posts with label urdo poetry. Show all posts
Showing posts with label urdo poetry. Show all posts

Thursday, 6 October 2016

Gin Raha Hon Ungleyon Py Din

Gin Raha Hon Ungleyon Py Din "Eid" Ke""*

Ay JaN?

Barhi Muddat K Bad Kisi Ne Wada Kia Hai "Aany" Ka""

Is Duniya Mein Wafa Karne Walon Ki Kami Nahi Hai..

"Is Duniya Mein Wafa Karne Walon Ki Kami Nahi Hai..

'Bus Pyar Hi Us Se Ho Jaata Hai Jisy Qadar Nahi Hoti ...!

Sunday, 2 October 2016

Aaj Rukhsat Ho Geya Duniya Se Ek Bimaar-e-Gham

Aaj Rukhsat Ho Geya Duniya Se Ek Bimaar-e-Gham

SaQi

Dard Aesa Dil Main Utha Jaan Le Ker Hi Geya...

Tujh se lafzon ka Nhi rooh ka risha hai mera..

Tujh se lafzon ka Nhi rooh ka risha hai mera..

Too mere sanson me Tahleel hai khushboo ki Tarah.

Hum mar Jae¡n Ge ßin Ap k


```___ Hum mar Jae¡n Ge ßin Ap k ___

```___ Thora sa Ehsas karo Hum ß Jeena chahty Ha¡n

Friday, 30 September 2016

Mera dushman mere andar he chupa beata hain

Mera dushman mere andar he chupa beata hain
Mujh ko apni taraf khud teer chalani huge.

Thursday, 29 September 2016

Kisi Ki Yaad Mein Hum Itna Kho Jaate Hai

Kisi Ki Yaad Mein Hum Itna Kho Jaate Hai

HaSeNa

Ke Jo Aas Paas Hote Hai Unse Bhi Door Ho Jaate Hai..

Sunday, 25 September 2016

"Khuwaab Aankh0n Se Gay Neend Raaton Se Gaie..!

"Khuwaab Aankh0n Se Gay
Neend Raaton
Se Gaie..!
.
Tum Gay To Aisy Laga
Jese Zindagi
Haath0n Se Gaie. .!;

Saturday, 24 September 2016

Muhabat karo tu adab-e-waba bhi sekho

Muhabat karo tu adab-e-waba bhi sekho
Pargh wqt k beqarari muhabat nahi hute.

Wednesday, 21 September 2016

Tuesday, 20 September 2016

Such k rasty par chalni ka ye paeda huwa

Such k rasty par chalni ka ye paeda huwa
K rasty main kahain beer na thy.

Qadar karni wal'on ko jab nazron si giraa dia jaye

Qadar karni wal'on ko jab nazron si giraa dia jaye
Tu aksar wafa karni wal'on ko bewafai karni par jate hain

Sunday, 18 September 2016

Zamana deta hain mujh ko zawal ki damki

Zamana deta hain mujh ko zawal ki damki
Najani kunsa mujh main kamal raka hain

Friday, 16 September 2016

Hu na saka hamain apna hayal tk naseeb

Hu na saka hamain apna hayal tk naseeb
Nqsah kisi hayal ka lukh hayal phir rahaaa.

Malum bhi hain k ye mukin he nahi magar

Malum bhi hain k ye mukin he nahi magar
Eik aaas si rhte hain k tum eid pay yaad karo'gy

Saturday, 5 September 2015

urdo poetry,Wo roz dekhta hai dobty hoye suraj ko Wasi


Wo roz dekhta hai dobty hoye suraj ko Wasi


Kash main bhi kisi sham ka manzar hotaa

urdo poetry,wasi wasi sah Ab to mumkin he nahi un se mulaqat Wasi


Ab to mumkin he nahi un se mulaqat Wasi

Ab to urooj pe pohunchi hai us ki zaat Wasi


wohi waady hain aur rasmon ki zanjeerein baqi

Kab badalti hain zamaney ki riwayaat Wasi



Ek wo din thy ke ek doosrey ko sochtey thy hum


Ab miltey nahi dono ke khayalaat Wasi

urdo poetry,wasi shah Hijar ka tara doob raha hai, dhalne lagi hai raat WASI

Hijar ka tara doob raha hai, dhalne lagi hai raat WASI
katra katra baras rahi hai ashkon ki barsaat WASI

tere baad ye duniya wale mujhko pagal kar dein ge
khushbu k dais mein le chal mujhko saath WASI

yun hi chup ki muhar laga kar kab tak gumsum baitho ge ?
kkhamoshi se dam ghut-ta hai, chero koi baat Wasi

aaj to usska chehra b kuch badla badla lagta hai
mausam badla duniya badli badal gaye halaat WASI

mere ghar khushboo ka ye raqs ussi k dam se hai
uss k saath chali jaye gi phoolon ki barsaat WASI

Chor WASI ab usski yaadien tujhko pagal kar dein gi
Tu qatra hai wo darya hai dekh apni aukaat WASI

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...