Do you like this story?
Poetry
Learn More & More
poshto poetry
Home
Contact
About
Privacy Policy
Sunday, 6 September 2015
Romantic Sms in urdu,kabhi Lafz bhool jaon
kabhi Lafz bhool jaon
Kabhi baat bhool jaon
Tujhe is qadar chahon
Apni zaat bhool jaon
uth ker jo kabhi tere
paas se chal doon to
jaate huwe khud ko
tere paas bhool jaon
Saturday, 5 September 2015
Urdu Sad Poetry 2 line,Roz woh dhaass bandhaa* jata hai tootay dil ki,
Roz woh dhaass bandhaa* jata hai tootay dil ki,
Yoon woh halaat ko behter nahin honay deta.
Urdu Sad Poetry 2 line,Hijr mein rang urr geya mera,
Hijr mein rang urr geya mera,
Ab kya yaar ko muu dikhaon ga..
Urdu Sad Poetry 2 line,Mein sajaaon kis liye deewar-o-dar,
Mein sajaaon kis liye deewar-o-dar,
Mere ghar jab koi ata hi nahin..
Urdu Sad Poetry 2 line,Yeh maslahat ka taqaaza hai ke lab hi see betho,
Yeh maslahat ka taqaaza hai ke lab hi see betho,
Jo sach kaho ge, zamaaney se dushmani ho gi..
Urdu Sad Poetry 2 line,Yeh jo sab khod* rahe hain zameen mere liye,
Yeh jo sab khod* rahe hain zameen mere liye,
Mein jee uthoon to kahin bhi jagha nahin dein ge..
Urdu Sad Poetry 2 line,Zindagi tu kabhi nahin ayi,
Zindagi tu kabhi nahin ayi,
Maut aayi hai zara zara kar ke..
Urdu Sad Poetry 2 line,Dekho veerani hi veerani hai,
Dekho veerani hi veerani hai,
Dasht to dekh ke ghar yaad aya..
Urdu Sad Poetry 2 line,Hai shoq-e-safar aesa ke ek muddat se hum ne,
Hai shoq-e-safar aesa ke ek muddat se hum ne,
Manzil bhi nahin paayi, aur rasta bhi nahin badla..
Urdu Sad Poetry 2 line,Yoon hi de raha hai qatal ki dhamkiyaan,
Yoon hi de raha hai qatal ki dhamkiyaan,
Hum jese zinda hon jo mar jaayen ge.
Urdu Sad Poetry 2 line,Woh pathar tha jese aur mein sheeshay ki maanind,
Woh pathar tha jese aur mein sheeshay ki maanind,
Usey thokar lagana thi, mujhe bhi toot jana tha..
Urdu Sad Poetry 2 line,Mohabbat bheek hai shayed,
Mohabbat bheek hai shayed,
Bari mushkil se milti hai..
Urdu Sad Poetry 2 line,Haadsey bhi shaoor rakhtey hain,
Haadsey bhi shaoor rakhtey hain,
Dhoond lete hain gham ke maron ko..
urdo poetry,Wo roz dekhta hai dobty hoye suraj ko Wasi
Wo roz dekhta hai dobty hoye suraj ko Wasi
Kash main bhi kisi sham ka manzar hotaa
urdo poetry,wasi wasi sah Ab to mumkin he nahi un se mulaqat Wasi
Ab to mumkin he nahi un se mulaqat Wasi
Ab to urooj pe pohunchi hai us ki zaat Wasi
wohi waady hain aur rasmon ki zanjeerein baqi
Kab badalti hain zamaney ki riwayaat Wasi
Ek wo din thy ke ek doosrey ko sochtey thy hum
Ab miltey nahi dono ke khayalaat Wasi
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)