Do you like this story?
Poetry
Learn More & More
poshto poetry
Home
Contact
About
Privacy Policy
Thursday, 27 August 2015
Koi Aj Tak na Samajh Saka Yeh Usool Gulshan-e-Zeest ka,
Koi Aj Tak na Samajh Saka Yeh Usool Gulshan-e-Zeest ka,
Wohi Phool Nazar-e-Khizan Howa Jise Aitbaar-e-Bahar Tha..?
Hamary shehr aa jao sadaa barsaat rehti hai.
Hamary shehr aa jao sadaa barsaat rehti hai.
Kabi baadal barasty hain to kabi aankhen barasti hen…
Zakhmi Shayari, Dil o jaan main woh phool khilaane aye,
Zakhmi Shayari
Dil o jaan main woh phool khilaane aye,
Woh mere dil pe neya zakham lagane aye.
Zakhmi Shayari, Kya koi neyi baat nazar aayi hai hum me,
Zakhmi Shayari
Kya koi neyi baat nazar aayi hai hum me,
Aayina humain dekh kar heraan sa kyon hai?
Zakhmi Shayari, Lab pe sajaa liye yunhi kuch ajnabi se naam,
Zakhmi Shayari
Lab pe sajaa liye yunhi kuch ajnabi se naam,
Dil main tamaam zakham kisi ashnaa ke they..
Zakhmi Shayari, Mohabbat ho chuki puri.
Zakhmi Shayari
Mohabbat ho chuki puri.
Chalo ab zakhm gintey hain
Zakhmi Shayari, Zahir me to hamdard hi atey hain nazar log,
Zakhmi Shayari
Zahir me to hamdard hi atey hain nazar log,
Zakhmon ko merey cherney atey hain magar log.
Zakhmi Shayari, Kaar-e-duniya bhi, neya ishq bhi, yadain bhi Saleem,
Zakhmi Shayari
Kaar-e-duniya bhi, neya ishq bhi, yadain bhi Saleem,
Kitne zakhmon ko sajaye huye ghar jao ge tum.
Zakhmi Shayari, Zakhmii huye jo hont to mehsoos yeh hua,
Zakhmi Shayari
Zakhmii huye jo hont to mehsoos yeh hua,
Chooma tha kisi phool ko deewangi ke satha
Zakhmi Shayari, Phool hota to teri dehleez pe sajaa bhi deta,
Zakhmi Shayari
Phool hota to teri dehleez pe sajaa bhi deta,
Zakham le ker tere dar pe aaon kaise
Gham Shayari, Liptta hai mere dil se kisi raaz ki maanind,
Gham Shayari
Liptta hai mere dil se kisi raaz ki maanind,
Woh shakhss jis ko mera hona bhi nahin hai..
Gham Shayari, Agar woh pooch lein hum se, tumhe kis baat ka gham hai,
Gham Shayari
Agar woh pooch lein hum se, tumhe kis baat ka gham hai,
To phir kis baat ka gham hai, agar woh pooch lein hum se.
Gham Shayari, Khareed loon ga teri saari udaasiyan,
Gham Shayari
Khareed loon ga teri saari udaasiyan,
Sikkay mere mizzaj ke jis din chal gaye.
Gham Shayari, Ghamon se ulajh kar muskurana meri fitrat hai,
Gham Shayari
Ghamon se ulajh kar muskurana meri fitrat hai,
Mujhe nakamiyon per asshk bahana nahi ata
Gham Shayari, Aye gham-e-zindagi na ho naraaz,
Gham Shayari
Aye gham-e-zindagi na ho naraaz,
Mujhe ko aadat hai muskuraane ki.
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)