Do you like this story?
Poetry
Learn More & More
poshto poetry
Home
Contact
About
Privacy Policy
Showing posts with label
Gham Shayari
.
Show all posts
Showing posts with label
Gham Shayari
.
Show all posts
Thursday, 27 August 2015
Gham Shayari, Liptta hai mere dil se kisi raaz ki maanind,
Gham Shayari
Liptta hai mere dil se kisi raaz ki maanind,
Woh shakhss jis ko mera hona bhi nahin hai..
Gham Shayari, Agar woh pooch lein hum se, tumhe kis baat ka gham hai,
Gham Shayari
Agar woh pooch lein hum se, tumhe kis baat ka gham hai,
To phir kis baat ka gham hai, agar woh pooch lein hum se.
Gham Shayari, Khareed loon ga teri saari udaasiyan,
Gham Shayari
Khareed loon ga teri saari udaasiyan,
Sikkay mere mizzaj ke jis din chal gaye.
Gham Shayari, Ghamon se ulajh kar muskurana meri fitrat hai,
Gham Shayari
Ghamon se ulajh kar muskurana meri fitrat hai,
Mujhe nakamiyon per asshk bahana nahi ata
Gham Shayari, Aye gham-e-zindagi na ho naraaz,
Gham Shayari
Aye gham-e-zindagi na ho naraaz,
Mujhe ko aadat hai muskuraane ki.
Gham Shayari, Tere gham ke siwaa zamane mein,
Gham Shayari
Tere gham ke siwaa zamane mein,
Kon se gham ka ilaaj naheen…
Gham Shayari, Aashnaa hona tha kisi taur gham se,
Gham Shayari
Aashnaa hona tha kisi taur gham se,
Tum na hote to kisi aur se bichrre hote.
Gham Shayari, Ik kiran bhi to nahi gham ki andheri raat mein,
Gham Shayari
Ik kiran bhi to nahi gham ki andheri raat mein,
Koi jugnu, koi aansu, koi taara kuch to ho..
Gham Shayari, Aik wehshat hai ke hoti hai achaanak taari,
Gham Shayari
Aik wehshat hai ke hoti hai achaanak taari,
Aik gham hai ke yaka’yak* hi ubal parrta hai.
Gham Shayari,Aaj kya puraane gham muyassar aaye,
Gham Shayari
Aaj kya puraane gham muyassar aaye,
Yaad tum apni inaayat se barrh kar aye..
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)