Do you like this story?

Wednesday, 19 August 2015

A cute concept of life

A cute concept of life
A cute concept of life 

If you want to Shine like Sun 
First you will have 
to Burn like it.

Duniya Sey Mujhay Pyaar Tha Sab Bhool Chuka Hon

Duniya Sey Mujhay Pyaar Tha Sab Bhool Chuka Hon
Duniya Sey Mujhay Pyaar Tha Sab Bhool Chuka Hon 
Aik Shakhs Mera YAAR Tha Sab Bhool Chuka Hon 

Bakhshi Hai Mujhay Pyaar K Badley Mein Judayi 
Jo B Tera Kirdar Tha Sab Bhool Chuka Hon 

Bas Itna Mujhay Yaad Hai Aik Wasal Ki Shab Thi 
Iqrar Tha Inkar Tha Sab Bhool Chuka Hon 

Han Meri Khata Thi K Tujhay Tooth Kar Chaha 
Han Main Hi Gunahgar Ho Sab Bhool Chuka Hun 

Aik Shakhs Ney Pagal Sa Bana Rakha Hai 
Main Kitna Samajhdar Tha Sab Bhool Chuka Hon.

Kaanch Ke Surkh Choori Mere Hath Mein

Kaanch Ke Surkh Choori Mere Hath Mein
Kaanch Ke Surkh Choori Mere Hath Mein 

Aaj Ayse Khan'khane Lagi 
Jaise Kal Raat Shabnam Se Likhi Hue 

Tere Haath Ke Shokion Ko Hawaon Ne Sir De Dia Ho.

Agar saansein mehak jaayen

Agar saansein mehak jaayen
Agar saansein mehak jaayen 
Agar Aankhein chhalak jayen 

Agar khwabon ki khwahish ho 
Agar phoolon ki barish ho 

Agar hansty huway ronay ko jee chahy akaily mein 
Agar wo dekh kar tum ko kahein kho jaye mailay mein 

Agar tum poochhny jaao k Aakhir kya HaQeeQat hai 
or 
Uska ye jawaab aye, 
Mujhy to tum sy nafrat hai 
Samajh lena muhabbat hai

A Paper Flying In Air Due To Its LUCK

A Paper Flying In Air Due To Its LUCK
A Paper Flying In Air Due To Its LUCK 
BUT A Bird Is Flying Due To Its EFFORT 
So 
If Luck Is Not With U 
Efforts R Always There To Support.

Har shaks nahi hota har shaks k qabil..

Har shaks nahi hota har shaks k qabil..
Har shaks nahi hota har shaks k qabil.. 

Har shaks ko apne liye socha nahi karte

Koi Tou Jaye..

Koi Tou Jaye..
Koi Tou Jaye.. 

Tere Nagar Ki Musaftoon Ko Samaet LaYe.. 
Teri Gali May Hamari Sochain Bikheer Aaye.. 

Tujhy Bataye K Koun Kaisay.. 
Uchaalta Hay Wafa K Mooti.. 

Tumhari Janib Koi Tou Jaye.. 
Meri Zubaan Mein Tujhay Bulaye Tujhy Manaye.. 

Hamari Halat Tujhy Bataye Tujhy Rulaye

Betaab se rehte hein teri yad mein aksar

Betaab se rehte hein teri yad mein aksar
Betaab se rehte hein teri yad mein aksar 
Shabb bhar nahi sotay teri yad men aksar 

Bedard zamane ka bhana sa bana kar 
hum toot k rotay hein teri yad men aksar 

BhoOl jaen tumhay ye to mumkin hi nahi 
Hum khud ko bhoOl jate hein teri yad men aksar.

Teri sanson mein gulabon C mehak lagti hay

Teri sanson mein gulabon C mehak lagti hay
Teri sanson mein gulabon C mehak lagti hay 
Husn Jis rang mein ho teri jhaLak lagti hay 

Sham hotay he nigaahon mein utar atay ho 
Dil ki dharkan teray pairon ki dhamak lagti hay 

Is liye phool main kaalar mein saja leta hon 
In ki khushboo tery Aanchal ki mehak lagti hay 

Jaisy guzra ho abhi tu mery darwaazay say 
Ab hawa bhi teri payal ki khanak lagti hay 

Kisi barish k barasty he jo ghir aati hay 
Teri Aankhon mein wo rangon ki dhanak lagti hay 

Is liye chand tery husn ka gurveeda hon 
Teray paikar mein un Aankhon ki chamak lagti hy 

Jaany Q wo meri Aankhon ko bhalaa lagta hy 
Jis k chehry py zaraa teri jhalak lagti hy 

Jis ki Aawaaz mujhy had sy bhali lagti thi 
Ab wo hansi tery lehjay ki kasak lagti hai

Naa mila kar udaas logon say..

Naa mila kar udaas logon say..
Naa mila kar udaas logon say.. 

Husn tera bikhar na jaye kahein.

Sarkon Per Ek Nanha Baccha Jazbon ka Anbaar Liye

Sarkon Per Ek Nanha Baccha Jazbon ka Anbaar Liye
Sarkon Per Ek Nanha Baccha Jazbon ka Anbaar Liye 
Apnay Haal Say Larrnay Nikla Darjan Bhar Akhbar Liye 

Kis Nay Dekha Daryaon Per Pyas Bujhany ki Khatir. 
Syed Hirni k Bachy Nay Kitny Hi Avtaar Liye 

Zinda Hain To Koi Bhi Apna Pursaan e Haal Nahi. 
Maar Jaayen To Sab Aajaaen Gay Phoolon k Haar Liye 

Mery Des May Mazdooron k Nanhay Nanhay Say Bachay 
Kab Tak Apni Qismt Thonken Hathon May Auzaar Liye 

Ghor karo Ehraam k kis Ny kis Majburi ki Khatir 
Copy Pencil Chorr k Apny Hathon May Hathyar Liye

Kabi Hans K Gham Chupaya

Kabi Hans K Gham Chupaya
Kabi Hans K Gham Chupaya 
Kabi Moonh Chupa K Roye 

Meri Dastan e Hasrat 
Wo Suna Suna K Roye 
Mujhey Aazmaney Waley 
Mujhey Aazma K Roye 

Shab e Gham ki Aap Beeti 
Jo Sunayi Anjuman Mein 
Koi Sun K Muskuraye 
Koi Muskura K Roye 

Main Hon Bewatan Musafir 
Mera Naam Bebassi Hai 
Mera Koi Bi Nahi Hai 
Jo Galay Laga K Roye 

Merey Paas Se Wo Guzray 
Mera Haal Tak Na Poocha 
Main Ye Kesey Maan Jaon 
K Wo Door Ja K Roye 

Wo Miley Jo Rastey Mein 
To Bas Itna Kehna Us Se 
Main Udaas Hoon Akela 
Merey Paas Aa K Roye.

Guzarnay ko guzar jaye gi Lekin Tumharay Baad..

Guzarnay ko guzar jaye gi Lekin Tumharay Baad..
Guzarnay ko guzar jaye gi Lekin Tumharay Baad.. 

Hum nay Zindagi jeeni nahi hai.

Usay kehna Hamain kab FarQ parta hai

Usay kehna Hamain kab FarQ parta hai
Usay kehna Hamain kab FarQ parta hai 
K hum to Shaakh se tootay howay Pattay 
BohAt Arsa hua Hum ko Raggein tak Marr Chuki Dil ki 

Koi Paon talay Roundey Jalaa kar Raakh kar daalay 
Hawa k Hath par rakh kar 
Kahin bhi Phaink day Hum ko 

Sapurd e Khaak kar dalay 
Hamain ab Yad hi kab hai 
K Hum bhi Aik Mousam thay 
Kisi Gulshan ki Zeenat thay 

Kisi Tehni ki Qismat thay 
Kai Aankhon ki Rahat thay 
Ya jeewan ki Hararat thay 
Bohat Arsa howa wo khawab Sa Mousam 

Hamaray Hath se Phisla 
Ya Shayad phir Khizaan Mousam ko Hum Apna samjh bethay 
So Uss Dinn se Kisi Mousam se ab apna 
Koi Rishta nahi banta 

Kisi ki Shakh ki bahien Hamain Pehchanti kab hain.. 
Kabhi hum un ki Dharkan thay 
Yeh Shakhein Maanti kab hain..

Kyun Wada Nahi Phir Bhi INTEZAAR Tera Hai

Kyun Wada Nahi Phir Bhi INTEZAAR Tera Hai
Kyun Wada Nahi Phir Bhi INTEZAAR Tera Hai 
Door Hone Par Bhi ETEBAAR Tera hai 

Najanay Keun Berukhi Ki TUM NE Hum Se 
Kya Hum Se Bhi ZIADA Kyun TALABGAAR Tera hai

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...