Do you like this story?

Saturday, 1 August 2015

Kia maza in haseen bahar’on ka

Kia maza in haseen bahar’on ka
Kia maza in haseen bahar’on ka
Sehan,gulshan aur rang par’on ka
Kesay guzar sakey ga wo in key sath
Jisey dukh ho bichray yaar’on ka
Aaj bari mudat key bad na janey kiun
Khat aya hai meray chahney wal’on ka
Laut aao in rast’on sey ‘Gul’
Ye sandesa hai meray piyar’on ka

Wo tera parda sirka key dekha

Wo tera parda sirka key dekha
Wo tera parda sirka key dekha
Wo tera anchal hata key dekha
mujh ko kahin pagal na ker dey
wo tera ruk ruk key ankh’ain ghuma key dekhna

Shabab rafta key qadam ki chaap sun raha hun mein!!

Shabab rafta key qadam ki chaap sun raha hun mein!!

Shabab rafta key qadam ki chaap sun raha hun mein!!
‘Nadeem’ ehad-e-shouq ki sunaey ja kahani’yan..

zindagi bhar koi sath ni deta yeh ab to jan ja..

zindagi bhar koi sath ni deta yeh ab  to jan ja..
zindagi bhar koi sath ni deta yeh ab  to jan ja..
                kamal
chahne  wale bhi tab yaad karte han jab wo khud akelay hon!

kabhi tuta nahi mere dil se tari yad ka rishta..

kabhi tuta nahi  mere dil se tari yad ka rishta..
kabhi tuta nahi  mere dil se tari yad ka rishta..

guftagu ho na ho khiyal tera hi rehta he!

Friday, 31 July 2015

Aaj Tak Qaim Hai Us-Kay Lout Aanay Ki Umeed,

Aaj Tak Qaim Hai Us-Kay Lout Aanay Ki Umeed,
Aaj Tak Qaim Hai Us-Kay Lout Aanay Ki Umeed, 

Aaj Tak Thehri Huwe Hai Zindagi Apna Jaga. 

Laakh Ye Chaha Kay Us-Ko Bhool Jaun Par..! 

Hoslay Apni Jaga Be-Basi Apni Jaga.

Aye bewafa......!

Aye bewafa......!
Aye bewafa......!
itni baat to batlao mujh ko
woh jis ko aaj kal tum chahtay ho
jis ko apni Dilruba kehtay ho
kya woh bhi mere jaisi hai..
kya surkh rang
tumhain uss par bhi acha lagta hai.
uss k nain bhi kya
may khaanay k jaisay hain.
kya tum us ko bhi
apni jaan aur apna dil kehtay ho.

uss ki muskaan bhi kya tumhain
sehra mein sawan ki phuaar lagti hai.
uss k aansuo'n sey bhi kya
tumhari jaan jaati hai.
kya uss ko bhi tum
bohat intizaar karwatay ho, bohat satatay ho.
kya woh bhi meri tarah chup chaap
har dukh, tumhari har zyad-dti seh jaati hai.
uss k dil sey khail kar bhi kya
tumhain ik anjani sii khushi hoti hai.
aye meray harjaii...!

sirf itna kehna chahoon gi
mujh sey na sahi
uss sey zaroor wafa karna
apnay sachay pyar ki intiha karna
meray jaisi ik aur bad qismat larki ka
iss duniya mein izaafa naa karna
ho sakay to aisa karna.

"Tujh" se "milne" ko kbhi hum Jo ""machal"" Jate hain.

"Tujh" se "milne" ko kbhi hum Jo ""machal"" Jate hain.
"Tujh" se "milne" ko kbhi hum Jo 
""machal"" Jate hain. 

To "khyalon" 
Mein "bohot" door "Nikal" Jaty han. 

Gar "wafaon" mein "sdaqat" bhi ho shidat bhi. 

Phir to "èh$ää$" se "pather" bhi 
"pighal" Jaty hain. 

Uski ""ankhon"" ke ""nashy"" 
mein hon Jab sy .doobi" 

Lar-kharaty hain ""kadam"" Or ""sambhal"" Jate han. 

""Bewfai"" ka 
"mujhy" Jb bhi 
""khayal"" ata hai. 

Ashk ""rukhsar"" pe ""aankhon"" se ""phisal"" Jate hen.

Baat Seedhee Hay, Mujhay Jeena Nahi Teray Baghair...

Baat Seedhee Hay, Mujhay Jeena Nahi Teray Baghair...
Baat Seedhee Hay, Mujhay Jeena Nahi Teray Baghair... 

Ab Kon Si Tafseel Ki Gunjaish Baaqi Hai.

Maana Kay Qismat Pe Mera Zor Nahen,

Maana Kay Qismat Pe Mera Zor Nahen,
Maana Kay Qismat Pe Mera Zor Nahen, 

Par Ye Such Hai Kay Muhabbat Meri Kamzor Nahen. 

Teray DiL Main Tere Yaadon Main Shayad Koi Aur Hai Lakin..! 

Meri Har Saans Main Teray Siwaa Koi Aur Nahen.

Pori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati.

Pori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati.
Pori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati.
Kese Aaya Tujhe Geron Se Lagana Dil Ka.

In Haseeno Ka Larakpan Hi Rahe Ya Allah.
Hosh Aata Hai To Aata Hai Sataana Dil Ka.

Meri Aagosh Se Kya Hi Wo Tarap Kar Boli,
Unka Jaana Tha Elahi K Ye jaana Dil Ka.

Bedili Ka Jo Kaha Haal To Farmate Hain,
Kar Liya Tonay Kahin Aur Thikana Dil Ka.

Chhor Kar Us Ko Teri Bazm Se Kyon kar Jaon.
Ek Janaazay Ka Uthaana Hai Uthaana Dil Ka.

Nigah E Yaar Ne Ki Khaana Kharaabi Aisi.
Na Thikaana Hai Jigar ka Naa Thikaana Dil Ka.

Boht arsa hua ik din

Boht arsa hua ik din
Boht arsa hua ik din 
Btaya tha mujhe US ne. 
Banana kuch nahi aata 
Agar Main kuch banati hun 
To bus "Chaye" bnati hun. 
Peeo ge na ? 
0r Main is baat par muskurata hi raha tha! 
K bnana kuch nahi aata 
Bnati ho to bus 
"Chaye". 
Mujhe "Chaye" se uljhan hai 
Nhi peeta 
Nhi peeta. 
0r ab is baat ko guzre 
zamaney ho gaye kitny 
Nhi maloom mujko k 
Wo kesi hai ? 
Khan pe hai ? 
Mgar ab 'Chaye' peeta hun. 
Barri kasrat se peeta hon. 
Barri hasrat se peeta hn..

Meri gardishon k wo din nahi

Meri gardishon k wo din nahi
Meri gardishon k wo din nahi, 
Mujhe yaad un ki jafa nahi, 

Kabi mil gya to khushi hui, 
Jo nahi mila to gila nahi, 

Wohi sorshein hain wohi tarap, wohi dard-o-gham,wohi soz-e-dil, 

Yehi zindagi hy to kiya kahon, 
Koi is se barh k saza nahi, 

Unhein paa k bhi jo na pa saka, 
Ye mere naseeb ki baat thi, 

Wo hazaar mujh se juda rahe, 
Mere dil se phir bhi juda nahi, 

Wohi apni tarz-e-wafa rahi, wohi un ki mashk-e-jafa rahi, 

Wo zulm karte hain is tarah, 
Jese mera koi Khuda nahi, 

Ye mareez-e-ishq ka haal hy, 
Ke ye zindagi bhi wabaal hy, 

Kabhi dard hy to dawa nahi, 
Jo dawa mili to shifa nahi.

Mujhe chaand teri talab nahin, teri roshni bari door hai

Mujhe chaand teri talab nahin, teri roshni bari door hai
!!!.....Mujhe chaand teri talab nahin, teri roshni bari door hai.....!!! 

!!!.....Mujhe jis chiraagh se pyar tha, mera sb kuch usi ne jala dya..

Dayar-E-Noor Main Tera Shabon Ka Saathi Ho

Dayar-E-Noor Main Tera Shabon Ka Saathi Ho
Dayar-E-Noor Main Tera Shabon Ka Saathi Ho,,+ 

Koi To Ho Jo Meri Wahshaton Ka Saathi Ho,+ 


Mein Us Se Jhoth Bhi BolOon To Mujh Se Sach Bolay,+ 

Meray Mizaj Sub Mosamon Ka Saathi Ho,+ 


Wo Meray Nam Ki Nisbat Se Motabar Thehray,+ 

Gali Gali Meri Ruswaiyon Ka Saathi Ho,+ 


Mein Us Ke Haath Na Aaon Wo Meraa Ho Ke Rahay,+ 

Mein Gir Parhon To Meri Pastiyon Ka Saathi Ho,+ 


Wo Khuwaab Dekhay To Dekhay Meray Hawalay Se,+ 

Meray Khayalon Ke Sub Manzaron ka Saathi Ho,+
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...