Do you like this story?

Friday, 16 September 2016

Eid ki chand k manend huwa hain ab tu

Eid ki chand k manend huwa hain ab tu
Hayy wo shaqas jo roz mila karta tha.

Chun chun ki de rahe hain dard yu'n dunya walay

Chun chun ki de rahe hain dard yu'n dunya walay
Gin gin ki jisi ley ho khushi har kisi si hum ni

Dard insaan ko suchni phir majbor kar deta hain

Dard insaan ko suchni phir majbor kar deta hain
Hayalat insaan ko samjdar bana deti hain
Shawor zindagi ko paydar bana deti hain

Uthay nahi negh kisi aur k traf

Uthay nahi negh kisi aur k traf
Paband kar gay hain kisi ki nazar muji.

Milay thi pardis main tere shehir k log

Milay thi pardis main tere shehir k log
Be-sahta anso'n nikal aaye tera haal puchtay puchtay

Qurbani agar pyare chez ki hute tu

Qurbani agar pyare chez ki hute tu
Jani man tum tu gaye hute mere hath'on say.

Sub magan hain apni harf tolnay main mere

Sub magan hain apni harf tolnay main mere
Abhi tu shehir ni lehja mera sunA he nahi

Yu tere chahati'n sambale'n main ni

Yu tere chahati'n sambale'n main ni
Jisi eidi hon mere bachpan ki

Rasmo'n rewAj'on ko he nebana hain.

Rasmo'n rewAj'on ko he nebana hain.
Eid aa rahe hain kunsatuji aana hain.

Aay waqt zara deray say guzar

Aay waqt zara deray say guzar
Abhi tu muskuraht ko bhi hont'on py lana hain

Melthay huwe ab kisi ko dekha nahi jata

Melthay huwe ab kisi ko dekha nahi jata
Is bar hamain bhi kisi ko galain lagana hain

Dekh lout aaye hain sub apni ghar'on ko

Dekh lout aaye hain sub apni ghar'on ko
Magar tere traf si phir aaya eik bahana hain

Eik roz yaad kar leya karo yaad karni wal'on ko

Eik roz yaad kar leya karo yaad karni wal'on ko
Phir bhula dena saal bar agr tuji bhulana hon

Tu nahi akila tu hum bhi ab tanha nahi abbas

Tu nahi akila tu hum bhi ab tanha nahi abbas
Hum tere aur dard humara dewana hain

Pesala turk taluq ka baja tha likn

Pesala turk taluq ka baja tha likn
Kia tuji eid mubarak bhi keh nahi saktay.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...