Do you like this story?

Friday, 16 September 2016

Melthay huwe ab kisi ko dekha nahi jata

Melthay huwe ab kisi ko dekha nahi jata
Is bar hamain bhi kisi ko galain lagana hain

Dekh lout aaye hain sub apni ghar'on ko

Dekh lout aaye hain sub apni ghar'on ko
Magar tere traf si phir aaya eik bahana hain

Eik roz yaad kar leya karo yaad karni wal'on ko

Eik roz yaad kar leya karo yaad karni wal'on ko
Phir bhula dena saal bar agr tuji bhulana hon

Tu nahi akila tu hum bhi ab tanha nahi abbas

Tu nahi akila tu hum bhi ab tanha nahi abbas
Hum tere aur dard humara dewana hain

Pesala turk taluq ka baja tha likn

Pesala turk taluq ka baja tha likn
Kia tuji eid mubarak bhi keh nahi saktay.

Eid tu aglay saal bhi lout aaye gi

Eid tu aglay saal bhi lout aaye gi
Jo bichar gaye is saal kab lotai'n ge.

Ishq ni ghalib nekama kar dia warna

Ishq ni ghalib nekama kar dia warna
Hum bhi admi thy kamal ki.

Wednesday, 14 September 2016

اسے کپڑے پہن کر رکشہ وعیرہ میں سفر کرتی ہیں.

اسے کپڑے پہن کر رکشہ وعیرہ میں سفر کرتی ہیں.

Awesome profile dp.

Awesome profile dp.

Usi apna banani k zid main

Usi apna banani k zid main
Apni bhi paraye ki hum ni

Main kisi kam ka nahi warna

Main kisi kam ka nahi warna
Wo kisi kam si he aa jata.

Ab ki eid bhi guzre'gy udasio'n main

Ab ki eid bhi guzre'gy udasio'n main
Mata chum k eid mubarak kehni wale maa jo pas nahi

Eik taluq ku bikarni si bachani k liye

Eik taluq ku bikarni si bachani k liye
Mere din raat kuzarti hain adakare main

Kash tum ni apna mezaj eid jisa bana leya huta

Kash tum ni apna mezaj eid jisa bana leya huta
Har roz na sahe eik roz he tu galay lag leya huta

Masrof hain khlaq,eid k tayaro'n main aur main

Masrof hain khlaq,eid k tayaro'n main aur main
Pikar'mand hon k har ek si,hans kar milnaa huga.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...