Do you like this story?

Wednesday, 14 September 2016

Usi apna banani k zid main

Usi apna banani k zid main
Apni bhi paraye ki hum ni

Main kisi kam ka nahi warna

Main kisi kam ka nahi warna
Wo kisi kam si he aa jata.

Ab ki eid bhi guzre'gy udasio'n main

Ab ki eid bhi guzre'gy udasio'n main
Mata chum k eid mubarak kehni wale maa jo pas nahi

Eik taluq ku bikarni si bachani k liye

Eik taluq ku bikarni si bachani k liye
Mere din raat kuzarti hain adakare main

Kash tum ni apna mezaj eid jisa bana leya huta

Kash tum ni apna mezaj eid jisa bana leya huta
Har roz na sahe eik roz he tu galay lag leya huta

Masrof hain khlaq,eid k tayaro'n main aur main

Masrof hain khlaq,eid k tayaro'n main aur main
Pikar'mand hon k har ek si,hans kar milnaa huga.

Majburai'n us phir aaye

Majburai'n us phir aaye
Barbad hum ni khud ko kar dia.

Hayyy reh jaye gy is baar bhi hasrat apni

Hayyy reh jaye gy is baar bhi hasrat apni
Tu jo huta tu tuji eid mubarak kehte.

Hath tu kaat de,kuzo groh ki hum ni

Hath tu kaat de,kuzo groh ki hum ni
Mujozay k wahe umeed chak si hain

Guman nahi hain,yaqeen hain,mera yaqeen karo.

Guman nahi hain,yaqeen hain,mera yaqeen karo.
Koi kisi ka nahi hain mera yaqeen karo.

Nazrai'n jamaye wo kare thi dehlez phir abbas

Nazrai'n jamaye wo kare thi dehlez phir abbas
Main ni dekh'n hain qurbani eik ghar main eid si pehli

Jo kehna hain jaldi kaho

Jo kehna hain jaldi kaho
Chulha jalta chur aye hon

Pehin kar phir tere naye yaadi'n

Pehin kar phir tere naye yaadi'n
Raat bar neend ni manay eid.

Buhat suchaa buhat samja buhad daer tak phirka

Buhat suchaa buhat samja buhad daer tak phirka
Tanha jee kar muhabat si tu behtar hain

Mere yad'on si bach kar nikle tu wadaa hain mere tuj si

Mere yad'on si bach kar nikle tu wadaa hain mere tuj si
Main khud dunya si keh do'nge mere wafa main kame thi

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...