Do you like this story?

Wednesday, 14 September 2016

Hayyy reh jaye gy is baar bhi hasrat apni

Hayyy reh jaye gy is baar bhi hasrat apni
Tu jo huta tu tuji eid mubarak kehte.

Hath tu kaat de,kuzo groh ki hum ni

Hath tu kaat de,kuzo groh ki hum ni
Mujozay k wahe umeed chak si hain

Guman nahi hain,yaqeen hain,mera yaqeen karo.

Guman nahi hain,yaqeen hain,mera yaqeen karo.
Koi kisi ka nahi hain mera yaqeen karo.

Nazrai'n jamaye wo kare thi dehlez phir abbas

Nazrai'n jamaye wo kare thi dehlez phir abbas
Main ni dekh'n hain qurbani eik ghar main eid si pehli

Jo kehna hain jaldi kaho

Jo kehna hain jaldi kaho
Chulha jalta chur aye hon

Pehin kar phir tere naye yaadi'n

Pehin kar phir tere naye yaadi'n
Raat bar neend ni manay eid.

Buhat suchaa buhat samja buhad daer tak phirka

Buhat suchaa buhat samja buhad daer tak phirka
Tanha jee kar muhabat si tu behtar hain

Mere yad'on si bach kar nikle tu wadaa hain mere tuj si

Mere yad'on si bach kar nikle tu wadaa hain mere tuj si
Main khud dunya si keh do'nge mere wafa main kame thi

Ghalti hum si najani kaha si hugaye aay dil

Ghalti hum si najani kaha si hugaye aay dil
Log aasi bhol gaye jisi janti he nahi

Saara Din Lag Jaata Hai Khud Ko Samaitnay Main

Saara Din Lag Jaata Hai Khud Ko Samaitnay Main,,,!

" Raat Ko teri Yaadon Ki Hawa Chalti Hai Aur Hum phir se Bikhr Jaty Hain...

SaQi Dekh Zmane Ny Kesi Tohmat Lgai Hy.

SaQi Dekh Zmane Ny Kesi Tohmat Lgai Hy.

Aankh Uski Nasheeli Hy LoG Shrabi Mujhe Kehte Hen.

Bura Lagta He Har Baar Kisi Ko Apni Yaad Dilanaa.

Bura Lagta He Har Baar Kisi Ko Apni Yaad Dilanaa.

Jis Main Wafa Hoti He Wo Khud Hi Yaad Kar Letay Hain.

Tuesday, 13 September 2016

Yaad kar ki abhi bemaar ni tura hain dam

Yaad kar ki abhi bemaar ni tura hain dam
Ap aye tu sahain likn zara ta khair si

Tumhari bas main agar ho tu bhool jao hamain

Tumhari bas main agar ho tu bhool jao hamain
Tumhain bulaani main shayed zamana lagay

Eid aa rahe hain kunsA tuhji aana hain

Rasm'on rewaj'on ku tu he nibhana hain
Eid aa rahe hain kunsA tuhji aana hain
Aay wqat zaraa deray guzar
Abhi tu muskurat ko bhi hont'on pay lanaa hain
Miltay huwe ab kisi ko dekha nahi jata
Is baar hamain bhi kisi ko ghali lagaa'na hain
Dekh lout aaye hain sub apni ghar'on ko
Magar tere traf si phir aaya eik bahana hain
Eik roz yaad kar lia karo yaad karni wal'on ko
Phir bulaa dena saal bhar agar tuji bulaana ho
Tu nahi akilaa tu ab hum bhi ab tanha nahi abbas
Hum tere aur dard hamara dewana hain
Eid aa rahe hain kunsa tuji aana hain
Rasm'on rewaj'on ku tu he nibha'na

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...