Do you like this story?

Sunday, 11 September 2016

Eid ki chand dekhi'n na mere koi siwaa

Eid ki chand dekhi'n na mere koi siwaa
Is ki didar ko eik saal guzara main ni

Mere shukh ada'on si kaha hain waqif tu

Mere shukh ada'on si kaha hain waqif tu
Mehfil khu jaye khamush jo kardo ishara unghlian ka

Aaj chand nikla hain kal eid bhi hugi magar

Aaj chand nikla hain kal eid bhi hugi magar
Na tere ded hugi na mere eid hugi.

Udar si chand tum dekh'on,edar si chand hum dekhai'n

Udar si chand tum dekh'on,edar si chand hum dekhai'n
Nighai'n yu takrai'n k do dil'on k eid hujaye.

Chand eid ka dilkash hain janta hon

Chand eid ka dilkash hain janta hon
Husan janaaa sy magr har jaye ga

Hum jab chahay eid manli'n Chand hamara apna hain.

Hum jab chahay eid manli'n
Chand hamara apna hain.

Tere ded ka intizar dunya ko bus eid k liye hain

Tere ded ka intizar dunya ko bus eid k liye hain
Kisi aur guman main na rehna aay chand is dil ki tarha

Chand ko he dekh kar agar athi hain eid tu

Chand ko he dekh kar agar athi hain eid tu
Tu yaqeen manO main har ruz eid karta hon.

Hamisha eid phir mujko yahe pegham milta hain

Hamisha eid phir mujko yahe pegham milta hain
Koi qurban huta hain tu,kisi k eid hute hain

Kaise rula sakht hain koi is shaqas ko

Kaise rula sakht hain koi is shaqas ko
Jis nay khud usai ro rokar manga ho

Dua karo k muji eid ka chand raas jaye

Dua karo k muji eid ka chand raas jaye
Mera reshta lay kar khud mere saam aa jaye.

Kisi k ghalti'on ko be-neqab na karo

Kisi k ghalti'on ko be-neqab na karo
Khuda baitaa hain----tum hesab na karo..

Suna hain mere shehir main Phir si Eid aa rahe hain

Suna hain mere shehir main
Phir si Eid aa rahe hain.

Zindagi main pyar ka samaj wahi samaj sakha hain

Zindagi main pyar ka samaj wahi samaj sakha hain
Jis ka pyar aaduraa reh gya hon

Hamari koch main rehte hain titliya'n aksar

Hamari koch main rehte hain titliya'n aksar
K apni shehir k husan-o-jamal thi hum bhi kabhi

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...