Aana ni hath nahi Uthani dey'n warna
Mere dua si wo pathar pighal bhi sakta tha.
Friday, 9 September 2016
Aaj bhi wo tqadus bari raat mehk'y huwe hain wasi,
Aaj bhi wo tqadus bari raat mehk'y huwe hain wasi,
Main kisi main,koi muj mujh main daltha raha,chand chltha raha
Tum mere Aankh k tewar na bulaa
Tum mere Aankh k tewar na bulaa pao'gy ankahain baat k samjo'gy tu yaad Aon'ga
SRad raato'n k mehth'y khuye sanato main
Jab kisi phool ko chumo'gy tu yaad Aon'ga
Aaj tu mehpil yaara'n pay hu maghror
Jab kabhi tuot k bikro'gy tu yaad Aaon'ga
Shaal pehnay'nga ab kon december main tumhai'n
Barishu'n main kabhi bego'ngy tu yaad Ao'nga.
Wasi shah.
Zid jan'e kyu pandra ka tanha.
Zid
jan'e kyu pandra ka tanha
Aur udas'i pehne chand
Mujh ko acha lagta hain
Shyed
Yu'n chauda tu ab mere zid hain
Kyu'n k chauda ka khush chand is ko acha lagta hain
Wasi shah.
Tujh ko maglum bhi hain k kitni talbghar rahe hum tere.
Tujh ko maglum bhi hain k kitni talbghar rahe hum tere
Puch in parishto say jo roz lekhte hain dua meri aur naam tumhara...
Chahn'i waly bhi baray naseeb si melth'i hain.
Pak hain mera Allah jo dilo'n k haal janta hain.
Pak hain mera Allah jo dilo'n k haal janta hain
Magar pher bhi hamain dunya k samni roswa nahi karta.
Matlab k dunya the is liye sub say chor dia milna
Matlab k dunya the is liye sub say chor dia milna
Warna ye chuthay say, umaar tanhain k qabil tu na the.