Bewaja nahi rutha koi ishq main,
Ghalib
Jisi khud say bar k chahon wo rulatha zaror hain.
Friday, 9 September 2016
Eid aaye hain aaj bhi har saal ki tarha.
Eid aaye hain aaj bhi har saal ki tarha
Phar yu k zrf ka koi silsila na ho,
Pechly bras tha khub tuji ku na do kahain
Ab k baras dua hain k tera samna na ho.
Bacha rutha hain tu maa ka dil traf uthaa hain,
Bacha rutha hain tu maa ka dil traf uthaa hain,
Jis k muhabat satar maaon say bar kar hain,
Aur rehta bhi dil main hain,kisi mukin hain k wo tere runiii ko nazar andaz kar dain ga.
Ya "Allah" mere har subha ka
Ya "Allah" mere har subha ka "aghaz"
Mere "mehnat" tere "rehmat"mere "harkat" tere "barkat" mera "safar" tere "hefazat" aur har sham ka ihtimaam mere "tubah" tere "qabulit" phar hon "AMEEN"
Thursday, 8 September 2016
Tghluq turta hon tu mukamal tur deta hon.
Tghluq turta hon tu mukamal tur deta hon.
Jisi main chur deta hon tu mukamal chur deta hon.
Muhabat hon k nafrat hon buraa rehta hon shedat say.
Jidar si aye ye darya udar he mur deta hon.
Yaqeen rakhta nahi hon main kachay tagluq par jo daaga tuttni wala ho Os ko tur deta hon.
Mere dekhay huwe safni kahi lehrain na lay jaye.
Ghar wandy rait k tagmer kar ki chur detaa hon.
Adeem ab tk wahi bachpan wahi tehreeb kari hain....
Qafas ko tur deta hon parindy chur deta hon