Do you like this story?

Thursday, 15 October 2015

Kabay Ki Qasam Arsh Pe Mehshar Ki Ghari Thi

Kabay Ki Qasam Arsh Pe Mehshar Ki Ghari Thi
Kabay Ki Qasam Arsh Pe Mehshar Ki Ghari Thi
Ek Tifl Ki Jaan Moj-e-Talatum Se Lari Thi

Kal Sham Se Jannat Me Bhi Matam Ka Samaan Tha
Pani K Kinary Pe Koi Laash Pari Thi..

Yoon Chor K Rasty Main Na Jaya Karo Abbas

Yoon Chor K Rasty Main Na Jaya Karo Abbas
Yoon Chor K Rasty Main Na Jaya Karo Abbas
Kuch Musafiron Ki Manzil Humsafar Hote Hain...

Gire Hue The Apni Hi Nazron Main

Gire Hue The Apni Hi Nazron Main
Mene Bari Amarton Me Aksar Aise Log Dekhe...

Main Soot K Dhaagy Ki Tarha Toot Gaya Tha

Main Soot K Dhaagy Ki Tarha Toot Gaya Tha
Main Soot K Dhaagy Ki Tarha Toot Gaya Tha
Wo Charkha Ghumaye Gi To Kuch Yaad Kare Gi...


Jo Mera Hai Main Kisi Aur Ko Kiun Dun

Jo Mera Hai Main Kisi Aur Ko Kiun Dun
Jo Mera Hai Main Kisi Aur Ko Kiun Dun
Main Apni Muhabbat Main Bachon Ki Tarha Hun...

Tapak Parte Hain Aansoo Jab Apno Ki Yaad Aati Hai

Tapak Parte Hain Aansoo Jab Apno Ki Yaad Aati Hai
Tapak Parte Hain Aansoo Jab Apno Ki Yaad Aati Hai
Ye Wo Barsaat Hai K Jis Ka Koi Mosam Nahi Hota..

Lafz Toote Lab-e-Izhaar Tak Aty Aty

Lafz Toote Lab-e-Izhaar Tak Aty Aty
Lafz Toote Lab-e-Izhaar Tak Aty Aty
Mar Gaye Hum Tere Maiyar Tak Aty Aty...

Chalo Usko Khawabon Ki Duniya Main Dhund Kar Dekhte Hain

Chalo Usko Khawabon Ki Duniya Main Dhund Kar Dekhte Hain
Chalo Usko Khawabon Ki Duniya Main Dhund Kar Dekhte Hain
Jo Haqeeqat Ki Duniya Main Kabhi Mil Nahi Sakta...

Zoq-e-Ehsas Main Hoti Hai Takleef Sara'sar

Zoq-e-Ehsas Main Hoti Hai Takleef Sara'sar
Zoq-e-Ehsas Main Hoti Hai Takleef Sara'sar
Ache Rehte Hain Wo Log Jo Kisi Ki Parwah Nahi Karte...

Phir Us K Bad Jab Chaho Jahan Chaho Chale Jana

Urdu Sad Poetry 2 line, Phir Us K Bad Jab Chaho Jahan Chaho Chale Jana

Phir Us K Bad Jab Chaho Jahan Chaho Chale Jana
Meri Sansain Bikharne Tak To Mere Sath Reh Jao...


Nidamat K Charaghon Se Badal Jati Hain Taqdeeren

Urdu Sad Poetry 2 line, Nidamat K Charaghon Se Badal Jati Hain Taqdeeren
Nidamat K Charaghon Se Badal Jati Hain Taqdeeren
Andheri Raat K Aansoo Khuda Se Bat Karte Hain..

Us K Lehje K Badalne Ki Kahani Ko Samajh Kar

Us K Lehje K Badalne Ki Kahani Ko Samajh Kar
Us K Lehje K Badalne Ki Kahani Ko Samajh Kar
Ab Bhi Aye Dil Usy Chaho To Tumhari Marzi...


Goya Andaz-E-Taazeem Hai Ameeron Jesa

Goya Andaz-E-Taazeem Hai Ameeron Jesa
Goya Andaz-E-Taazeem Hai Ameeron Jesa
Mere Andar Ka Hai Insan Faqeeron Jesa

Hum Ne Chehre Pe Saja Rakhi Hai Sheher Ki Ronaq
Dil Ka Aalam Hai K Weeraan Jazeeron Jesa

Us K Ausaf-O-Khasaail Ne Mujhe Jeet Lia
Mere Mureedon Me Tha Shakhs Wo Peeron Jesa

Is Se Pehle Thi Aseeri Bhi Rehaai Jesi
Ab K Azadi Me Hai Haal Aseeron Jesa

"MOHSIN" Us ko Ganwa k Hain Khasary Ab Tak
Wo Jo Ek Shakhs Mere Pas Tha Heeron Jesa...

Jahan Par Chor Jao Ge

Urdu Sad Poetry 2 line, Jahan Par Chor Jao Ge
Jahan Par Chor Jao Ge
Kahani Khatam Kar Denge...

Mujhe Chorne Se Pehle

Urdu Sad Poetry 2 line, Mujhe Chorne Se Pehle
Mujhe Chorne Se Pehle
Mera Kuch To Chor Jate...

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...