AiK Arsey Se Wo MiLaa Hi NaHin..
AiK MuDDaT Se LaaPaTa H0oN MaiN..
Thursday, 15 October 2015
Kisi Dushman Ye Izzat Mujhey Ab tak Nahi Bakhshi..
Kisi Dushman Ye Izzat Mujhey Ab tak Nahi Bakhshi..
Humesha Dost hi ka Haath Pohnchaa hai Garibaan tak..
Humesha Dost hi ka Haath Pohnchaa hai Garibaan tak..
When u give lot of importance to someone in ur life..
When u give lot of importance to someone in ur life..
You loose your importance in their life..
Is it true
You loose your importance in their life..
Is it true
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye meri ghazlen ye meri nazmen
Tamam teri hikayaten hain
Ye tazkare tere lutf ke hain
Ye shair teri shikayaten hain
Mujhe khabar thi keh tere aanchal main
Dard ki rait chanta hun
Magar har ik baar tujh ko chu kar
Ye rait rang-e-hina bani hai
Aur ab ye sari mata-e-hasti
Ye phool ye zakhm sab tere hain
Ye dukh ke nohay ye sunk ke naghme
Jo kal mere the wo ab tere hain
Jo teri qurbat teri judai
Main kat gaye roz-o-shab tere hain
Wo jis ke andaz khusarwana the
Aur adaain ghalib si theen
Wo kohkan to nahin tha lekin
Kari chatanon se larh chuka hai
Wo thak chukka tha aur us ka tesha
Ussi ke seenay main garh chuka hai
Tamam teri hikayaten hain
Ye tazkare tere lutf ke hain
Ye shair teri shikayaten hain
Mujhe khabar thi keh tere aanchal main
Dard ki rait chanta hun
Magar har ik baar tujh ko chu kar
Ye rait rang-e-hina bani hai
Aur ab ye sari mata-e-hasti
Ye phool ye zakhm sab tere hain
Ye dukh ke nohay ye sunk ke naghme
Jo kal mere the wo ab tere hain
Jo teri qurbat teri judai
Main kat gaye roz-o-shab tere hain
Wo jis ke andaz khusarwana the
Aur adaain ghalib si theen
Wo kohkan to nahin tha lekin
Kari chatanon se larh chuka hai
Wo thak chukka tha aur us ka tesha
Ussi ke seenay main garh chuka hai
Bichartey lamhey jo main ney poocha,
Bichartey lamhey jo main ney poocha,
Tumari aankhon ko kia huwa hai,
Tou uski aankhon ki beeghi palkein bata rahi thin,
kahaniyan kuch suna rahi thin,
Puranay Qissey gaye dinon k,
Aur us k honton ki larzishon se main sun raha tha kuch aisi batein,
K jin ki aahat ye keh rahi thi,
k meri khatir bas itna kar lo,
Ye chnd saansein mera asasa,
Tum in ko ley lo...
Par is k badlay ye eltija hai,
Abhi na jana...
Kabi na jana..

Mere Be-Rabt Khayalaat Men Kiya Rakha Hy,
Mere Be-Rabt Khayalaat Men Kiya Rakha Hy,
Main To Pagal H0o'n Meri Baat Mein Kiya Rakha Hy,
Bandh Rakha Hy Teri Yaad Ne Maazi Se Mujhy
Warna Guzry Huwe Lamhat Me Kiya Rakha Hy,
Meri Takmeel Teri Zaat Se Hi Mumkin Hy,
Tu Alag Ho to Meri Zaat Mein Kiya Rakha Hy,
Ye Shab-0-R0z Tere Dum Se Hi Tabinda Hen,
Warna In Gardish-E-Halat Men Kiya Rakha Hy,
Umar Bhar Sath Nibhao To Koi Bat Bany,
Chand Lamhon Ki Mulaqat Men Kiya Rakha Hy..

Main jab bacha tha. To aksar...
Main jab bacha tha.
To aksar...
Khilonay Toot jatay Thay.
Maa Aa kar Khilonay jhorr deti thi.
Suna Hai Maa Se bhi Barr kar Tujhe ulfat hai Bando se.
Tu Aa Kar Jorr Day "Ya Rab"
Main Khud ko Torr Betha Hoon.
Kbhi Abad Krta Tha Kbhi Barbad Krta Tha
Kbhi Abad Krta Tha Kbhi Barbad Krta Tha
Sitam Hr Roz Wo Ik Naya Eejad Krta Tha.
Zmana Ho Gaya Lekin Khbar Leny Nhi Aya
Jo Panchi Roz Mere Naam Pr Azad Krta Tha.
Bura Hai Lakh Duniya Ki Nazro Me Wo
Mgr Wo Pyar B Mujsy Behisab Krta Tha.
Ab Chor Gaya Mujhy To Kiya Howa
Kbi Wo Mery Liye Khuda Sy Faryad Krta Tha
Mujhy Ab B Muhabat Hai Usi Ki Zaat Sy
..Sayfi..
Jo Shakhs Mujhy Badnam Sar_e_ Bazar Krta Tha..
Subscribe to:
Posts (Atom)