Do you like this story?

Saturday, 19 September 2015

Hazrat Ali (R.A)

Aqwal-e-Zareen, Hazrat Ali (R.A)

sabar

Aqwal-e-Zareen, sabar

jo shaks tumhara gussa bardasht kr le

Aqwal-e-Zareen, jo shaks tumhara gussa bardasht kr le

Masjid ki Dewar pe Likha 1 Khubsurat Jumla

Aqwal-e-Zareen, Masjid ki Dewar pe Likha 1 Khubsurat Jumla
Masjid ki Dewar pe Likha 1 Khubsurat Jumla

Agr Tum Gunah se Thak Gaye ho
to Andar aa Jao

Khuda ki Rehmat Tumhare Intizar Me Abi Nahi Thaki

'Whenever You Don't Understand What's Happening In Your Life,

Aqwal-e-Zareen, 'Whenever You Don't Understand What's Happening In Your Life,
'Whenever You Don't Understand What's Happening In Your Life,
Just Close Your Eyes,
Take a Deep Breathe And Say:

ya ALLAH KAREEM,
I Know It's YOUR Plan.
I Put My Trust Into YOUR Hands.
Show Me The Right Direction To Solve My Problems,
And Surely ALLAH KAREEM Will Help U'

!*!ALLAH bless u!*!

"Tmhara Rab jis Cheez Ko Tumhary Qarib Krdy,

Aqwal-e-Zareen, "Tmhara Rab jis Cheez Ko Tumhary Qarib Krdy,
"Tmhara Rab jis Cheez Ko Tumhary Qarib Krdy,
Usme Hikmat Talash Karo,
Or
Js Cheez Ko TumSe Door Krdy,
Us Pe Sabr Ikhtiyar Kro"

Gulaab Ka Koi Bhi Naam Rakh Liya Jaye

Aqwal-e-Zareen, Gulaab Ka Koi Bhi Naam Rakh Liya Jaye
Gulaab Ka Koi Bhi Naam Rakh Liya Jaye
Magar Pehchana To "Khushbu" Se Jata Hai

"Insaan"
Bhi Waise Hi Hai

Us Ka Koi Bhi
"Rang" Ho
"Roop" Ho
"Zaat" Ho
"QabéèLa" Ho

MAGAR
Pehchana

Apne
"IKHLAQ"
Se Jaata Hai.

"Ye Zindagi Ka Dastoor Hy.

Aqwal-e-Zareen,"Ye Zindagi Ka Dastoor Hy.
"Ye Zindagi Ka Dastoor Hy.
"Dukh Wali Raat Neend Nahi Aati"
Or
"Khushi Wali Raat Soya Nahi Jata"

"Har Dushwari K Baad Aasani Hy"
Or
"Har Kaam K Liye 1 Waqt Muqarrar Hy"

"Naseeb ka likha mil kr hi Rehta hy, kb kahan kesy.?
Ye sirf ALLAH he janta he,

Be'Shak!
Hamari Tadbeer Sy 'ALLAH' K Hikmat Boht
Buland'O'Bala hy.

Allah hm sb pr apna karam kray.
Ameen.:-)

"Ye Zindagi Ka Dastoor Hy.

Aqwal-e-Zareen,"Ye Zindagi Ka Dastoor Hy.
"Ye Zindagi Ka Dastoor Hy.
"Dukh Wali Raat Neend Nahi Aati"
Or
"Khushi Wali Raat Soya Nahi Jata"

"Har Dushwari K Baad Aasani Hy"
Or
"Har Kaam K Liye 1 Waqt Muqarrar Hy"

"Naseeb ka likha mil kr hi Rehta hy, kb kahan kesy.?
Ye sirf ALLAH he janta he,

Be'Shak!
Hamari Tadbeer Sy 'ALLAH' K Hikmat Boht
Buland'O'Bala hy.

Allah hm sb pr apna karam kray.
Ameen.:-)

Thursday, 17 September 2015

Eid Ka Din Hai Khushi Bohat Barri Hai.

Eid poetry, Eid Ka Din Hai Khushi Bohat Barri Hai.
Eid Ka Din Hai Khushi Bohat Barri Hai. 
Is Par Bhi Wo Dareeche Mein Udaas Khari Hai. 

Hain Khushiyaan Manaane Mein Magan Ghar K Sabhi Log, 
Aur Us Ki Aankhoon Mein To Saawan Ki Jharri Hai. 

Sab Khushiyaan Hain Us Ki Tere Naam Se Mansoob, 
Ye Ehad Nibhaane Mein Wo Har Ik Se Lari Hai. 

Aa Jaao K Us Ki Khushiyaan Bhi Hoon Dobaala, 
Muddat Se Jo Aas Ki Sooli Pe Charri Hai. 

Suno! Eid Pe Apnoon Ko Pareshaan Nahi Kartey, 
Piyaar Karo Piyaar Mein Taaqat Bari Hai...!!

Yun teri chahtain sambhaali hain,

Eid poetry, Yun teri chahtain sambhaali hain,
Yun teri chahtain sambhaali hain, 
Jese eidi ho mere bachpan ki..
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...