Do you like this story?

Monday, 14 September 2015

A Simple Hug From The One You Love Is The Biggest Satisfaction In The World......

A Simple Hug From The One You Love Is The Biggest Satisfaction In The World......
A Simple Hug From
The One You Love Is
The Biggest
Satisfaction In
The World......
B'Coz,,, You Know You Are In The
Right Place Even When
Everything Else Is
Wrong...

Mere Chehre Pe Ronak

Mere Chehre Pe Ronak
Mere Chehre Pe Ronak
Uss Ke Liye Hai..

Mujh Me Har Nazakat
Uss Ke Liye Hai..

Wo Toh Naadaan Hai
Maangta Hai Mujhse Ek
pal....

Usse Kya Pata Meri Poori
Zindagi Uss Ke Liye hai..!!

Mohabbat sirf lafzo say bayaan nahi hoti

Mohabbat sirf lafzo say bayaan nahi hoti
Mohabbat sirf lafzo say bayaan nahi hoti

Aadaon main bhi kuch raaz chupe hoty hain


Mujhe Tum Aaj Be-Had Dilkash-o-Masoom Lagti Ho

Mujhe Tum Aaj Be-Had Dilkash-o-Masoom Lagti Ho
Mujhe Tum Aaj Be-Had Dilkash-o-Masoom Lagti Ho

Tmhari Saadgi Main Ek Adaa-e-Qatilana Hai...

Mujhe Kaamil Yaqeen Hai, Tum Meri Ban Jaogi Ek Din ..

Mujhe Kaamil Yaqeen Hai, Tum Meri Ban Jaogi Ek Din ..
Mujhe Kaamil Yaqeen Hai, Tum Meri Ban Jaogi Ek Din ..

Tumhare Dil Main Utroonga, Mohabbat Ki Sada Ban Kr..!!

Pyaar agar sacha ho, to kabhi nahi badalta.

Pyaar agar sacha ho, to kabhi nahi badalta.
Pyaar agar sacha ho, to kabhi nahi badalta.

Na waqt ke saath...
Aur na halaat ke saath

Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam

Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam
Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam
Dil Mein Hum Bas Jaayenge!

Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh..
Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge!

Hum Ne Jamaale Yaar Na Dekha To kiya H0wa,

Hum Ne Jamaale Yaar Na Dekha To kiya H0wa,
Hum Ne Jamaale Yaar Na Dekha To kiya H0wa,

Hum Par Nigahe Yaar Hai Ye Bhi To Kam Nahi...!!


Tujh Ko Socha To Her Soch Mein Khushbo Utri.

Tujh Ko Socha To Her Soch Mein Khushbo Utri.
Tujh Ko Socha To Her Soch Mein Khushbo Utri.

Tujh Ko Likha To Her Lafz ko Mehakte Dekha..

Bichrra jo aik baar to milte nahin dekha,


Bichrra jo aik baar to milte nahin dekha,
Bichrra jo aik baar to milte nahin dekha,
Iss zakham ko hum ne kabhi silte nahin dekha,

Ik baar jisse chaat gayi dhoop ki khawhish,
Phir shaakh pe uss phool ko khilte nahin dekha,

Yak-lakht gira hai to jarren tak nikal aayin,
Jiss pairr ko aandhi main bhi hilte nahin dekha,

Kaanton main ghire phool ko choom aaye gi lekin,
Titlee ke paron ko kabhi chhilte nahin dekha,

Kiss tarah meri rooh ko harri kar geya akhir,
Woh zeher jisse jism main khilte nahin dekha..


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...