Do you like this story?
Poetry
Learn More & More
poshto poetry
Home
Contact
About
Privacy Policy
Friday, 4 September 2015
Barishon k mousam main
Barishon k mousam main
Tum ko yaad karne ki
Aadatein purani hay
Aab ki bar socha hay
Aadatein badal dalon
Phir khayal aaya k
Aadatein badalne se
Barishain nahi rukti.
You might also like:
Barish Aur Main, Dono Ek Jaisay Hain
Barish Aur Main, Dono Ek Jaisay Hain
Rote Hain, Tarrapte Hain
Sisakte Hain, Machalte Hain
Bond Bond Dard Ka
Khamoshi Se Apni Ragoon Main Utaar Lete Hain
Aur Phr Muskura Kar Chupke Se
Chup Ki Chaddar Orrh Lete Hain
Haan Sahyad
BARISH Aur MAIN Dono Ek Hi Jaisay Hain.
You might also like:
Barish , Badal Tum Or Main
Barish , Badal Tum Or Main
Khushbo , Mosam Tum Or Main,
Kaley Badal, Rimjhim Barish
Neela Anchal Tum Or Main,
Behti Nadiyan, Girta Pani
Ankhey, Aansu Tum Or Main,
Pas Kisi Drya K Koi
Bheega JhOnpar Tum Or Main,
Dor Kahin Koyal Ki Koo Koo
Gehra Jngal Tum 0r Main,
Barkha Rimjhim Geet Sunaye
Jhurmat Daley Tum 0r Main,
D0r Kahin Pr Chota Sa Ek
Kach’cha Sa Ghar Tum 0r Main,
Kandha Tera 0r Sr Mera
Pagl Si Chup Tum 0r Main.
You might also like:
Thursday, 3 September 2015
Khud Ko Masroof Samjhte Ho.
Khud Ko Masroof Samjhte Ho.
Zara Ek Baat Bhi Sun Lo.
Jis Din Hum Huwe Masroof.
Tumein Shikwey Bohat Honge
4 LINE URDO poetry,Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi.
Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi.
Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi.
Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai.
Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi
4 LINE URDO poetry,Manzil Na De Charaagh Na de hausalaa Toh De
Manzil Na De Charaagh Na de hausalaa Toh De
Tinake Ka Hi Sahi Tu Magar Aasaraa Toh De...
Main Ne Ye Kab Kahaa Ke Mere Haq Mein Ho
Jawaab
Lekin Khaamosh Kyun Hai Tu Koi Faisla To
De... !!
Duniya Ki Talab Nahi Magar Yeh Hasrat Hai,
Duniya Ki Talab Nahi Magar Yeh Hasrat Hai,
Apni Baanhon Mein Ley Lun Or Duniya Sy Be-Khabar Kar Dun..
Wednesday, 2 September 2015
Tow line urdo poetry,Dil yoon dharrka ke pareshan hua ho jesse,
Dil yoon dharrka ke pareshan hua ho jesse,
Koi be’dheyaani mein nuqsaan hua jo jesse.
Tow line urdo poetry,Itna be’hiss ke pighalta hi na tha baaton se,
Itna be’hiss ke pighalta hi na tha baaton se,
Aadmi tha ke taraasha hua pathar dekhaa..
Tow line urdo poetry,Halaat pareshan to guzar jaayen ge ik roz,
Halaat pareshan to guzar jaayen ge ik roz,
Ehbaab ke honton ki hansi yaad rahe gi.
Tow line urdo poetry,Mujh ko zaroorat hai teri,
Mujh ko zaroorat hai teri,
Sakht garmi mein barish ki tarah.
Tow line urdo poetry,Teri kahani saari duniya,
Teri kahani saari duniya,
Mera hulaasa* bass ek tu..
Tow line urdo poetry,Waqt ka pata chalta nahin apnon ke sath,
Waqt ka pata chalta nahin apnon ke sath,
Apnon ka pata chal jata hai waqt ke sath.
Tow line urdo poetry,Ishrat dariya hai dariya mein fana ho ja,
Ishrat dariya hai dariya mein fana ho ja,
Dard ka hadh se guzarna hai dawaa ho jana.
Tow line urdo poetry,Na chain aaye jo jeene se to marne se sakoon hoga,
Na chain aaye jo jeene se to marne se sakoon hoga,
Mohabbat hadh se barrh jaye to lazim hai janoon hoga..
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)