Do you like this story?

Friday, 28 August 2015

Tum sath ho to muqaddar pe hai hakoomat apni,

Bin tere zindagi ki aukaat hi kya hai.

Aj tu mehfil-e-yaraan pe hai maghroor bohat,

Jab kabhi toot ke bikhre ga to yaad aon ga.

Meri ruswaayi main woh bhi hain barabar ke sharik,

Mere qissey mere yaaron ko sunaata kya hai

Maahol hi saazgaar kab tha,

Maahol hi saazgaar kab tha,
Maahol hi saazgaar kab tha,
Hasrat hi rahi ke muskura’on…

Koshish ke baad bhi jo poori na ho sakin,

Tera naam bhi un khawishon mein hai..

Uljhi huyi nigaahon se mujhe dekhta raha,

Aayiney mein kharra shakhs pareshan tha bohat..

Apne jesi koi tasveer banani thi mujhe,

Apne jesi koi tasveer banani thi mujhe,
Apne jesi koi tasveer banani thi mujhe,
Mere andar se sabhi rang tumhare nikley.

Umar kitni manzilein teh kar chuki,

Umar kitni manzilein teh kar chuki,
Umar kitni manzilein teh kar chuki,
Dil jahan thehra, thehra hi reh geya

Waqt khush khush kaatne ka mashwra dete huye,

Ro parra woh aap mujh ko hauslaa dete huye..

Tum ko jab bojh lage mohabbat to bata dena,

Main chup chaap mohabbat say mukar jaunga

Aye mujhe khawb dikhaney waley logo sun lo,

Mera dukh yeh hai koi khawb nahin bhoolta mein..

Pyaas kehti hai ke ab rait nichorri jaye,

Apne hisse me samandar nahi aney wala.

Mujh se ab shayari nahin hoti,

Mujh se ab shayari nahin hoti,
Mujh se ab shayari nahin hoti,
Mujhe lafzon ne maar daala hai.

Khud se roothoon to kayi roz na khud se boloon,

Phir kisi dard ki deewaar se lag kar ro loon.

Tujh ko dekhe bina qaraar na tha,

Tujh ko dekhe bina qaraar na tha,
Tujh ko dekhe bina qaraar na tha,
Aik aesa bhi daur guzraa hai

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...