Do you like this story?

Thursday, 13 August 2015

Ab Mujhe Khawab Bhi Nahi Aate

Ab Mujhe Khawab Bhi Nahi Aate
Ab Mujhe Khawab Bhi Nahi Aate
Jese Aankhon Ne Khudkashi Ki Ho

Mosam Bhi Hai Suhana, Barish Bhi Ho Rahi Hai

Mosam Bhi Hai Suhana, Barish Bhi Ho Rahi Hai
Mosam Bhi Hai Suhana, Barish Bhi Ho Rahi Hai
Bas Ek Kami Hai Jana, Teri Yaad Aa Rahi Hai

Matti Ki Sondhi Khushbu, Patton Se Behta Pani
Har Cheez Keh Rahi Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai

Rim Jhim Barasti Barish, Tip Tip Utarta Pani
Ye Shor Keh Raha Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai.

Har Shakhs Nahi Hota Har Shakhs K Qabil

Har Shakhs Nahi Hota Har Shakhs K Qabil

Har Shakhs Nahi Hota Har Shakhs K Qabil
Har Shakhs Ko Apne Liye Socha Nahi Karte.

Badla Hua Hai Aaj Mere Aansuon Ka Rang

Badla Hua Hai Aaj Mere Aansuon Ka Rang
Badla Hua Hai Aaj Mere Aansuon Ka Rang
Kya Dil K Zakhm Ka Koi Taanka Udharr Gaya

Kabhi Yaad Aao To Is Tarha

Kabhi Yaad Aao To Is Tarha
Kabhi Yaad Aao To Is Tarha
Kabhi Gungunao To Is Tarha

Mera Dard Phir Se Ghazal Bane
Kabhi Dil Dukhao To Is Tarha

Meri Dharkanein Bhi Laraz Uthain
Kabhi Bhool Jao To Is Tarha

Na Sisak Sakain Na Bilak Sakain
Kabhi Chor Jao To Is Tarha

Na Ujar Sakain Na Sanwar Sakain
Kabhi Yaad Aao To Is Tarha

Us Khawab Ko Dekhe Hue Ek Arsaa Beet Gaya

  1. Us Khawab Ko Dekhe Hue Ek Arsaa Beet Gaya
  2. Us Khawab Ko Dekhe Hue Ek Arsaa Beet Gaya
  3. Jo Pura Bhi Na Hota Tha Or Dikhta Bhi Roz Tha.

Raat Gehri Thi Dar Bhi Sakte The

Raat Gehri Thi Dar Bhi Sakte The
Raat Gehri Thi Dar Bhi Sakte The
Hum Jo Kehte The Kar Bhi Sakte The
Tum Jo Bichre Hum Se Ye Bhi Na Socha
Hum To Pagal The Mar Bhi Sakte The

Ye Qayaam Kesa Hai Raah Me

Ye Qayaam Kesa Hai Raah Me
Ye Qayaam Kesa Hai Raah Me
Tere Zauq-e-Ishq Ko Kya Hua

Abhi Chaar Kantay Chubhe Nahi
Tere Sub Iraaday Badal Gaye.

Waja Pucho Ge To Umer Beet Jaegi

Waja Pucho Ge To Umer Beet Jaegi
Waja Pucho Ge To Umer Beet Jaegi
Kaha Na Zeher Lagate Ho To Bus Lagate Ho

Taisha-e-Bakaf Hawaon Ko Shayad Khabar Nahi

Taisha-e-Bakaf Hawaon Ko Shayad Khabar Nahi
Taisha-e-Bakaf Hawaon Ko Shayad Khabar Nahi
Khushbu Hayat-e-Noo Ki Hai Zakhmi Gulaab Me

Barishon K Mosam Me

Barishon K Mosam Me
Barishon K Mosam Me
Tum Ko Yad Karne Ki
Aadatein Purani Hain
Ab Ki Bar Socha Hai
Aadatein Badal Daalein
Phir Khayal Aya K
Aadatein Badalne Se
Barishein Nahi Rukti.

“Happy independence Day

“Happy independence Day
Aisi Zamiin or Aasmaan
Inke Siwa Jaana Kahan
Bharti Rahe Ye Roshni
Chalta Rahe Ye Karwaan
Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan…!
“Happy independence Day

Tumko hum dil mein basa lenge tum aao tau sahi..

Tumko hum dil mein basa lenge tum aao tau sahi..
Tumko hum dil mein basa lenge tum aao tau sahi..

Sari duniya se chupa lenge gein tum aao tau sahi..

Ek wadakaro ab humse na bichro ge kabhi..

Naaz hum saray utha lenge tum aao tau sahi..

Ikhtilaf bhi mit jayen gein rafta rafta..

Jis trha hoga nibha lenge tum aao tau sahi..

Be wafa bhi ho sitamgar bhi..jafa pesha bhi..

Hum khuda tumko bana lenge tum aao tau sahi..

Yu tu har simt nazar uthatay hi tareeki hai..

Pyarr ke deep jalaa lenge tum aao tau sahi..

Dil ki veerano se ghubar k na moo ko morron..

Bazm yeh phr sa saja lenge..tum aao tau sahi

Woh Bhi Kisi Phool Ko Amber Ki Tarha

Woh Bhi Kisi Phool Ko Amber Ki Tarha
Woh Bhi Kisi Phool Ko Amber Ki Tarha
Nikhaaray Ga Tu Mar Jaye Ga

Wednesday, 12 August 2015

Sham Hui Aas Hai Dr Se

Sham Hui Aas Hai Dr Se
Sham Hui Aas Hai Dr Se
Chla Aye Wo Kb Kidhar Se
Rukh Plt Jaye Shayad Tqdeer Ka
Utar Jaye Bewafai K Sfr Se
Us Ki Aasha Dil Main Bhre Hue
Dehleez Pe Hun He Shr Se
Mrne Ka Hosla To Main Kr Loon
Gr As Jaye Wo Is Khbr Se
Kaheen Wo Pukar Na Le Aa K
Phir Niklun Gi Kaise Qbr Se
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...