Do you like this story?

Wednesday, 22 July 2015

Aaj yun mausam ne dee jashn-e-muhabbat ki khabar

Aaj yun mausam ne dee jashn-e-muhabbat ki khabar
Aaj yun mausam ne dee jashn-e-muhabbat ki khabar
Phoot ker rone lage hain mai muhabbat aur tum

Hum ney joon hi ker liya mehsoos manzil hai qareeb
Raastey khone lage hain mai muhabbat aur tum

Chaand ki kirno ne humko is tarah bosa diya
Devta hone lage hain mai muhabbat aur tum

Aaj phir mehroomiyon ki daastane orh ker
Khak mai sone lage hain mai muhabbat aur tum

Kho gaye andaaz bhi awaz bhi alfaz bhi
Khamshi dhone lage hain mai muhabbat aur tum

Fuluk pay chand kay haaly bhe sogh kurty hen

Fuluk pay chand kay haaly bhe sogh kurty hen
Fuluk pay chand kay haaly bhe sogh kurty hen
Jo tou nahi tu ojaaly bhe sogh kurty hen

Tomhary Hath ki chori bhe bain kurti hey
Humary honth kay naaly bhe sogh kurty hen

Nughur Nughur bekhry hen Zolm kay Munzur
Humari Rooh kay chaaly bhe sogh kurty hen

Ossy kaho kay Sittum meah koch kumi kur day
Kay zolm torny walay bhe Sogh kurty hen

Tom apny dokh pay akaly nahi ho Afsordah
Tomary chahany waaly bhe Sogh kurty hen

kon kehta hai shararat se tumein dekhtey hain

kon kehta hai shararat se tumein dekhtey hain
kon kehta hai shararat se tumein dekhtey hain
jaan e man ham to mohabbat se tumhein dekhtey hain

tum ko maaloom nahi tum ho muqaddas kitney
dekhtey hain to aqeedat se tumhein dekhtey hain

dekh ke tum ko kissi aor ki yad aati hai
ham kissi aor hi nisbat se tumhein dekhtey hain

sath ghairon ke nazar aao to gi kuRhta hai
kya kahein kaisi aziyyat se tumhein dekhtey hain

jhonkni paRti hai ye jaan azaabon mai hamein
kon kehta hai sahoolat se tumhein dekhtey hain

jaaney kya likhtey ho kya sochtey rehtey ho wasi
raat ko jab bhi kabhi chatt se tumhein dekhtey hain

Main is Liye Bhi Apni Khwahishaat Ko Tarq Kr Deta Hon

Main is Liye Bhi Apni Khwahishaat Ko Tarq Kr Deta Hon
Main is Liye Bhi Apni Khwahishaat Ko Tarq Kr Deta Hon 

WASI

Mujhey Aksar Wo Nhi Milta Jo Meri Khwahish Ban Jaye

Naam E Muhammad Se Dilon Ko Suroor Milta Hui

Naam E Muhammad Se Dilon Ko Suroor Milta Hui

Naam E Muhammad Se Dilon Ko Suroor Milta Hui
Nigah E Fikr Ko Taaza Shaor Milta Hai

Naseeb Kesa B Ho Naam E Muhammad Le Kr
Khuda Se Jo B Maango Zaroor Milta Hai

Kuch Tu Hai? TU BADAL GAYA Hai

Kuch Tu Hai? TU BADAL GAYA Hai
Sawal Sary 
Jawab Sary, 

Wo Khushian Sari 
Azab Sary, 
Nasha Tha Jo 
wo Uter Gya Hai! 
kUCH TU Hai? 
TU BADAL Gya HAI 

Jo Tery Milny Ki Aarzu Thi, 
Jo Tujh Ko Pany Ki JustJu Thi, 
Hui Jo Chahat Abi Shuru Thi, 
Jo Teri Aankho Me Roshni Thi, 

Jo Teri Sanso Ki Tazgi Thi 
Jo Tery Lehjy Me Chashni Thi 
Wo Sara Metha Pighal Gya Hai, 
"kUCH TO HAI? 
Tu BADAL GYA HAI, 

wo Tera Kahna Ha Mujhe Mohabbat, 
kya Yehi Ha Teri Chahat, 

Sath Chora 
Mokh Bhi Mora 
Ye Kis Rah par To Chal 
Diya Ha, 
"kUCH TO HA? 
TO BADAL GYA HAi...

Kuch Roz Se Ye HaaL Hai Chahat Mein Tumhari...

Kuch Roz Se Ye HaaL Hai Chahat Mein Tumhari...
Kuch Roz Se Ye HaaL Hai Chahat Mein Tumhari... 

BeKaar Pare Rehna Koi Kaam Na Karna..

Naa Chahat Naa M0Habt Naa Ishq AuR Naa WaFa..

Naa Chahat Naa M0Habt Naa Ishq AuR Naa WaFa..
Naa Chahat Naa M0Habt Naa Ishq AuR Naa WaFa.. 

KucH NaE Us ShaKs Main SiwAye HuSaN ke
Qadam Ruk Se Gaye Phool
Qadam Ruk Se Gaye Phool
Ko Bikte Dekh Kar,

Wo Aksar Kaha Karta Tha,
Mohabbat Phool Jesi Hai...

Teri Chahaton mein hai apna pan,

Teri Chahaton mein hai apna pan,
Teri Chahaton mein hai apna pan,
Mujhe Dil se kahi ye Rula na de,

Mein Shajar hoon jazba-e-Ishq ka,
Tujhe Ishq mera Sata na de,

Tou Jahan bhi hoga Yaad rkh,
Teri her aada mere sang hai,

Mujhe apni kuch bhi khabar nahi,
Dar yeh hai tu bhula na de,

Mujhe Pass Rakh
Mujhe Thaam le,
Mujhe Chornay ki Saza Na de.

Mohabbat Phool Hai Jana,Kaho To Phool Ban Jaon..

Mohabbat Phool Hai Jana,Kaho To Phool Ban Jaon..
Mohabbat Phool Hai Jana,Kaho To Phool Ban Jaon..
Tumahri Zindagi Ka Ek Haseen Asool Ban Jaon…

Suna Hai Rait Pe Chal K Tum Aksar Mehak Jatay Ho.
Kaho To Ab K Bar Mein.."Zameen Ki Dhool Ban Jaon"…

Buht Nayab Hotay Hain,.Jinhey Tum Apna Kehtey Ho...!
Ijazat Do K Mein B Is Qadr Anmol Ban Jaon...

Tujh Se Bichra Tou Kidher Jaon ga..

Tujh Se Bichra Tou Kidher Jaon ga..
Tujh Se Bichra Tou Kidher Jaon ga..
Mein Tou Be-Chaini Se Mar Jaon ga ..

Mein Tou Aisay Nhi Jaany Waala ..
Chaand Doobay Ga To Ghar Jaon ga ..

Moutyon Se Bhara Bartan Hun Mein ..
Toot Jaonga, Bikhar Jaon ga ..

Mein Tou Sehma Howa Sannata Hun ..
Apni Awaaz Se Dar Jaon ga..

Mein Agar Koi Samandar Bhi Hun ..
Ik Tere Dard Se Bhar Jaon ga ..

Waqt Ke hath Se Mein 'Farhat Abbas..'
Kaheen Chup Chaap Bikhar Jaon ga...!

Wo Aks-e-Mauja-e-Gul Tha, Chaman Chaman Mein Raha;

Wo Aks-e-Mauja-e-Gul Tha, Chaman Chaman Mein Raha;
Wo Aks-e-Mauja-e-Gul Tha, Chaman Chaman Mein Raha;
Wo Rang Rang Mein Utraa, Kiran Kiran Mein Raha..

Wo Naam Haasil-e-Fun Ho Ke Mere Fun Mein Raha;
Ke Rooh Ban Ke Meri Soch Ke Badan Mein Raha..

Sakoon-e-Dil Ke Lye Mein Kahan Kahan Na Gayi;
Magar Ye Dil, Ke Sadaa Oski Anjuman Mein Raha..

Wo Sheher Waalon Ke Aagay Kaheen Mohazzib Tha;
Wo Ek Shakhs Jo Sheheron Se Door Ban Mein Raha..

Charaagh Bujhtay Rahay Aur Khwaab Jaltay Rahay;
Ajeeb Tarz Ka Mausam Mere Watan Mein Raha !!

Pyaar Me Log Bahut Mazboot

Pyaar Me Log Bahut Mazboot
Pyaar Me Log Bahut Mazboot
Ho Jate
Hai
or Bahut Kamzor Bhi....?
.
.
Mazbut Itne Ki
Duniya Se Lad Jate Hai
.
.
Kamzor Itne Sirf Ek Insan Bina
Reh Nahi Pate.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...