Do you like this story?

Saturday, 2 May 2015

Woh laparwa Hi Sahi pyar To

Woh laparwa Hi Sahi pyar To
Woh laparwa Hi Sahi pyar To 
mera 
hy ,,
~Wasi~
Aadat ki Baat Aur Hai Wo Dil ka 
Bura Nahi.!

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy
Main Tera Muntazir Hoon Mujhy 
Muskura K Mil,

Kab Tak Tujhy Talaash Kroon Ab 
Aa K Mil,

Youn Mil K Phir Judai Ka Lamha 
Na Aa Sakay,

Jo Darmiyan Mein Hai Sabhi 
Kuch Mita K Mil,

Ye Kya K Hum Milen B, Mulaqaat 
Bhi Na Ho,

?WASI?

Seenay Se Matt Laga Mujhy

Wasi Agr Neend Aa jaye to S0 b liya

Wasi Agr Neend Aa jaye to S0 b liya
Wasi
Agr Neend Aa jaye to S0 b liya 
kr khan,
Raaton ko jaagny se Yaar lota 
nahi krty.

Ronay Se Agar Sanwar Jatay

Ronay Se Agar Sanwar Jatay
Ronay Se Agar Sanwar Jatay 
Halaat Kisi K .
.
..wasi..
.
To hum sy ziada koi khush 
naseeb na hota 

“Na kar bayan us se haal-e-dil ‘wasi’

“Na kar bayan us se haal-e-dil ‘wasi’
“Na kar bayan us se haal-e-dil ‘wasi’..”
“Maghroor sa shaks hay kahin sath na chhor day.

Friday, 1 May 2015

Chaand Dekha Ha Tu Yaad Ai Ha Teri Sorat

Chaand Dekha Ha Tu Yaad Ai Ha Teri Sorat
Chaand Dekha Ha Tu Yaad Ai Ha Teri Sorat
Haath Uth’ty Hain Magar Harf-E-Dua Yaad Nahi…

Manzil ko jatay prindon ko Jo dekha to khayal aya

Manzil ko jatay prindon ko Jo dekha to khayal aya
Manzil ko jatay prindon ko Jo dekha to khayal aya
“WASI”
K koi muntazir hota to hum b Kab k Lot gaye hotay.

Achhy Rishton ko Wadon or Sharton ki

Achhy Rishton ko Wadon or Sharton ki
Achhy Rishton ko Wadon or Sharton ki
Us k Lye sirf 2 khobsurat Log chahye
Ek Bharosa kr saky or Dosra us bhrosy ko nibha saky.

Wasi hum ne pyar kia tha

Wasi hum ne pyar kia tha

Wasi hum ne pyar kia tha
Ulfat ka iqrar kia tha
Amjad rung ik geet likha tha
usko apna meet likha tha
Neher kinarey, peepal chao’n
Un sey yeh izhar kia tha
Jana bosa lene do
dast-e-hina chu lene do
Talab na paiee, mausam badla
nadi kinara, gum sum pani
hum se aaj yeh kehta hai
Wasi kuoon-kar pyar kia tha
kyoun is ka iqrar kia tha

Aj Hamain Ye Bat Samjh Ayee Hai

Aj Hamain Ye Bat Samjh Ayee Hai
Aj Hamain Ye Bat Samjh Ayee Hai
Tum Musam Ho Or Musam Har’jaee Hai
Tu Ne Kaisay Morr Par Choor Diya Hai Hum Ko
Dil Ki Bat Cho’paoon To Ros’wayee Hai
Tere Bad Bacha Hee Kya Hai Jeewan Main
Main Hon Beeghi Sham Hai Or Tanhayee Hai
Aj Mere Ankhoon Main Sawaan Utray Ga
Aj Bohut Din Bad Teri Yaad Ayee Hai
Aj Ki Raat Bohut Bhari Hai Donoo Par
Aj Mujhai Wo Khaat Loo’tanay Ayee Ayee Hai
Janay Main Kya Soch K Chup Hon Gum’Sum Hon
Janay Wo Kya Soch K Wapas Ayee Hai

Na Do kisi Ko Apni Zindgi Ka Itna Haq

Na Do kisi Ko Apni Zindgi Ka Itna Haq
Na Do kisi Ko Apni Zindgi Ka Itna Haq
“Wasi”
K
Kuch na Rahy Baqi Us K Rooth Jaany Se.

Hanste hain yon hi hans k rola jate hain log

Hanste hain yon hi hans k rola jate hain log
Hanste hain yon hi hans k rola jate hain log,
Milte hain yon hi mil k judaa ho jate hain log,
Pal do pal umar ka sath na samjho,
Mohabbat b karte hain or khafa b ho jate hain log,
Qedi hain na jane kin kin majboriyon k,
Kar k izhaar-e- mohabbat beparwa ho jate hain log,
,
Ab kis se shikwa karen apni kismat ka.
?WASI
Kar k wafa k wade bewafa ho jate hen log.

^^ Her aik shab meri taaza azaab main guzri

^^ Her aik shab meri taaza azaab main guzri

^^ Her aik shab meri taaza azaab main guzri
tumharay baad tumharay hi khwab main guzri
main aik phool hun wo mujh ko rakh k bhool gya
Tamaam umer usi ki kitaab main guzri?..

Tumhain Janan Ijazat Hai K in Tareek Rahon Par

Tumhain Janan Ijazat Hai K in Tareek Rahon Par
Tumhain Janan Ijazat Hai K in Tareek Rahon Par
Thakan Si Khud Mein Pao to Andheron Se Kabhi Dil Dol Jae
Thak Si Jao To Mere Jalte Hue Lamhon
Mere Bekangal Hathon Se ChOra K Apne Hathon Ko
Fiza Ki Naghmagi Se tum Nae Geeton Ko Chun Lena
Haseen Palkon Ki Nokon Par Nae Khawab Bun Lena
Koi Gar Pooche Mera To Usse Zikar Mat Karna
Mere Jeevan Ki Jalti Dopahar Se Begharz Ho Kar
Tum Apni Chandni Raton Mein Jugnoo Palti

Teri Ankhun K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Mai,

Teri Ankhun K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Mai,
Teri Ankhun K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Mai,
Mujh Ko Lagta Hai Teri Chaal Me Aa Jao Ga Mai.
Zindagi Baad Tere Hona Thi Mushkil Lekin,
Ye Na Socha Tha K Is Haal Me Aa Jao Ga Mai.
[ “Dekh Kr Us Ko Mujhe Yaad Kre Gi Dunya,
Eik Din Us K Khadokhaal Me Aa Jao Ga Mai.” ]
Kitne Mosam The Jo De Kr Mujhe Taaney Guzrey,
Tum To Kehte They K Ik Saal Me Aa Jaon Ga Mai.
Sur Me Aa Jaye Ga Jewan Tere Jane Se,
Tere Aane Se Kisi Taal Me Aa Jao Ga Mai
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...