Do you like this story?

Sunday, 31 May 2015

Jigar hujay ga chalne ye ankain

Jigar hujay ga chalne ye ankain khoon rooye ge
Wasi be faiz lagu say nibah kar kuch nahi melta

Thursday, 21 May 2015

Wasi hum ne pyar kia tha

Wasi hum ne pyar kia tha
Wasi hum ne pyar kia tha
Ulfat ka iqrar kia tha

Amjad rung ik geet likha tha
usko apna meet likha tha

Neher kinarey, peepal chao?n
Un sey yeh izhar kia tha

Jana bosa lene do
dast-e-hina chu lene do

Talab na paiee, mausam badla
nadi kinara, gum sum pani
hum se aaj yeh kehta hai

Wasi kuoon-kar pyar kia tha
kyoun is ka iqrar kia tha

Hijar Ka Tara Doob chala Hy

Hijar Ka Tara Doob chala Hy

Hijar Ka Tara Doob chala Hy 
Dhalne Lagi Hy Raat WASI,

Qatra Qatra Baras Rahi Hy 
Aashkon ki Barsat WASI,


Tere Bad Ye Duniya Wale Muj Ko 
Pagal Kr Dainge,

Khushbu K Dais Main Muj Ko Le 
Chal Apny Sath WASI,


Yunhi Chup Ki Mohar Laga Kr Kb 
Tk Gumsum Bai

Main Qabley Nafrat Houn To chor

Main Qabley Nafrat Houn To chor

Main Qabley Nafrat Houn To chor 
Dey Mujhe Wasi
To Mujh Se Youn Dakha wey Ki 
Muhabbat Na Kya Kar

Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi

Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi
Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi

Matti Se Bane Ye Log Kaghaz Ke Tukron Pe Bik Jate Hain

'Hum Galat Thy Chalo Itna To Maan Lety hain',

'Hum Galat Thy Chalo Itna To Maan Lety hain',
'Hum Galat Thy Chalo Itna To Maan Lety hain',
 Wasi
Kya Wo Shakhs Theek Tha jo Bdal Gya Itny Qreeb Aaney Ke Baad

Tumhari Yaad Aati Hay To HUM Aansu bahatay Hain,

Tumhari Yaad Aati Hay To HUM Aansu bahatay Hain,
Tumhari Yaad Aati Hay To HUM Aansu bahatay Hain,
.
Guzaray Thay Kabhi jo Saath din Wo Yaad Aatay Hain..
.
Isi Umeed Pe HUM Ne Khula Rakha Hay darwaza,
.
SUNA Hay SHAM Hotay He Bichray Loat Aatay Hain..
.
Haqarat Say Na dekho Ay Ehl-E-Saahil Toofan Ko,
.
Kabhi Aesa Bhi Hota Hai Kinaray doob Jatay Hain..
.
KISI Say Kiya Gila {ARSI}
.
Ye dastoor Hay Zamanay Ka,
.
Naye Jab DOST Miltay Hain Puranay BHOOL Jatay Hain.?

Hum Se AaWAaRa PhiRa KarTay HaiN GaLi0ouN MeiN.

Hum Se AaWAaRa PhiRa KarTay HaiN GaLi0ouN MeiN.

Hum Se AaWAaRa PhiRa KarTay HaiN GaLi0ouN MeiN....!!
-
ShAaM HoTe Hii WAsi LoG To GhaR JAaTe HaiN..

Kabhi Bhi Aisay Shakhs Pe Zulam Na Karna

Kabhi Bhi Aisay Shakhs Pe Zulam Na Karna
Kabhi Bhi Aisay Shakhs Pe Zulam Na Karna...,

Jis K Paas Faryad K Liye ALLAH K Siwa Koi Na Ho

Main kahain b kisi Nagar main reha

Main kahain b kisi Nagar main reha

Main kahain b kisi Nagar main reha
Wasi
Wasi Tare aseb k Asar main reha

Ab Kahan Zarurat Hai, Haathon

Ab Kahan Zarurat Hai, Haathon
Ab Kahan Zarurat Hai, Haathon 
Main Patthar Uthaane Ki 'Wasi' 
Torrne Waale To Dil Zubaan Se Hi 
Torr Diya Karte Hain

kisi such ki talash m�i,

kisi such ki talash m�i,
kisi such ki talash m�i,

>W�si<

K subha phir is jhooti dunya 
ka deedar karna hai..!

ajeeb rastay hain ye chahaton k beech

ajeeb rastay hain ye chahaton k beech
ajeeb rastay hain ye chahaton k beech

wasi

koi kici ka sab kuch ha or koi kici ka

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,
Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Kab Tak Tujhy Talaash Kroon Ab Aa K Mil,

Youn Mil K Phir Judai Ka Lamha Na Aa Sakay,

Jo Darmiyan Mein Hai Sabhi Kuch Mita K Mil,

Ye Kya K Hum Milen B, Mulaqaat Bhi Na Ho,

“WASI”

Seenay Se Matt Laga Mujhy Dil Se Laga K Mil.

Pathar se wafa, Mot se Sada Maang Raha Hon,

Pathar se wafa, Mot se Sada Maang Raha Hon,
Pathar se wafa, Mot se Sada Maang Raha Hon,

Kiyon Aaj main Sehra se Ghatta Maang Raha Hon,

Muddat se koi Dil ko Dukhane nahi Aaya,

Aajao koi Zakham Naya Maang Raha Hon,

Hai Chaand Bohat Door mere Dust-e-rasam se,

Jo Ghar mein Jalay aisa Diya Maang Raha Hon,

Jo Jurm Mohabat mein Tujhe mera Bana De,

Aisi Hi koi pyari Saza Maang Raha Hon,

Maalom hai Tum Ghair k Ho Jaaoge,

Phir bhi Tumhain Paane ki Dua Maang Raha Hon.

Apna Hissa shumar karta tha

Apna Hissa shumar karta tha
Apna Hissa shumar karta tha
Wo Mujhse itna pyaar karta tha,

Wo Banata tha Meri Tasveerain
Phir un se Baatein Hazaar karta tha,

Mera Dukh B khaloos-e-Neeyyat se
Apne Dukhon mei Shumaar karta tha,

Such Samajhta tha Jhoot B mera,
Yun Woh Mera Aitbaar Karta tha,

Jab B Rota tha Main Raat ki Tanhaiyon mei
Wo apne Honto se mere ChehrE ko Saaf karta tha,

Aaj Sochta hoon to Aankhein beegh jati hain
Wo Shakhs Mujhse kitna Pyaar karta tha

EIK DOSRAY KY WASTAY DONO BANAY

EIK DOSRAY KY WASTAY DONO BANAY
EIK DOSRAY KY WASTAY DONO BANAY

WASI

GULDAN MERA DIL TRI YAAD PHOOL HAI



Waada tha us ka ke Raat Ko aaye ga khawab mein …

Waada tha us ka ke Raat Ko aaye ga khawab mein …
Waada tha us ka ke Raat Ko aaye ga khawab mein …

” WASI ”

Aur hum the ke raat bhar khushi se so hi na sake … !!!

Agr Neend Aa jaye to S0 b liya

Agr Neend Aa jaye to S0 b liya
Wasi
Agr Neend Aa jaye to S0 b liya 
kr khan,
Raaton ko jaagny se Yaar lota 
nahi krty

Monday, 11 May 2015

Badnam Zamane Main Mohabat Nahi Karte,

Badnam Zamane Main Mohabat Nahi Karte,
Badnam Zamane Main Mohabat Nahi Karte,
 Dil Walay To Dushman Se Bhi Nafrat Nahi Karte,
 Ek Bar Jisy Chaha Sada Us K Rahay Phir,
 Hum Log Amant Main Khayant Nahi Karte, 
Tanhai Main Karlete Hain Yaad Aansoo Baha Kr, 
Zaahir Kabhi Ham Apni Ebadat Nahi Karte, 
Waqt Aane Pr Maaloom Yeh Ho JaiyGa Tum Ko,
 Ham Sirf Dekhawe Ki Mohabbat Nahi Karte,
 Likhte Hen FAQAT Ek Tumhare Liye Ghazlain Wasi...
 Har Shakhs Pe ham Aesi inayat Nahi Karte...

Aap k honthoon ka tabbasum rahay qaim 'YA RUB'...

Aap k honthoon ka tabbasum rahay qaim 'YA RUB'...
Aap k honthoon ka tabbasum rahay qaim 'YA RUB'...
Aap kì ' ZìNDAGì ' main khushioon ka basera rahay sadda...
...Meri karb ki raatain bhallay khatam na kar...
Uss ki har sham k aakhir main
SAWERA kar day...
...Uss k 'DILL' kay kissi konay main jaga day mujh ko..
Uss ki 'AAANKHON' ko meray sapnoo say bhar day...
...Yeh meray dill ki dua hai 'MERY MOLA SUN LY'...
Saaaari dunia say chupaa kar 'USSAY MERA KAR DAY

Ankhon se ansoon ko ubharne nai dia,

Ankhon se ansoon ko ubharne nai dia,
Ankhon se ansoon ko ubharne nai dia,
Matti mein motion ko bikharne nai dia, 
Jis rah pe pare the tere paon k nishan,
Us rah se kisi ko guzarne nai dia,
.Chaha to chahton ki hud se guzr gaye,
Nasha mohabton ka utarne nai dia,
Us ne hansi hansi mein mohabat ki baat ki,
Mainay Wasi use mukarne nai dia .

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy Muskura K Mil,

Kab Tak Tujhy Talaash Kroon Ab Aa K Mil,

Youn Mil K Phir Judai Ka Lamha Na Aa Sakay,

Jo Darmiyan Mein Hai Sabhi Kuch Mita K Mil,

Ye Kya K Hum Milen B, Mulaqaat Bhi Na Ho,

Hami se ho gayi gaflat

Hami se ho gayi gaflat

Hami se ho gayi gaflat
Jo tujhe apna samajh baithe the ham
Teri yadoon ke bhavanr mein is tarah phanse ham
Ki majhdhar ko hi kinara samajh baithe the ham
Tujhe hi apni jindagi samajh
rafta rafta khud se hi door hote gaye ham
Junoone ishak itana chadha sir par ki
Tujhe hi masiha samajh baithe ham
Khwabon mein bazam sajaye
Mehfil mein hi tanaha baithe rahe ham
Aei bewafa tujhe kya dekhte
Jab khud ka hi didar na kar paye ham
Kisi aur se hone ka israr kya karte
Jab khua ka hi izhar na kar paye ham
Kisi aur ke sath ki dua kaise mangate
Jab khud ka hi sath na nibha paye ham

Sunday, 3 May 2015

Kitney Aziyat Sy Uss Nay Mujh Ko BhOOlaya Hoga..

Kitney Aziyat Sy Uss Nay Mujh Ko BhOOlaya Hoga..

Merey Yadoon Nay Ussay KhOOb Rulaya Hogaa..!

Wo Sb Guzrey Huwe Lamhat Mujh Ko Yaad Aatey Hain..

Wo Sb Guzrey Huwe Lamhat Mujh Ko Yaad Aatey Hain..
Wo Sb Guzrey Huwe Lamhat Mujh Ko Yaad Aatey Hain..

Tumharey Khat Jo Parhta Hun Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain..

Zar ki namoos ki rasmon sey baghaawat kar key..

Zar ki namoos ki rasmon sey baghaawat kar key..
Zar ki namoos ki rasmon sey baghaawat kar key..

Kuch nahin paaye ga woh mujh sey mohabbat kar key

Yeh kisi jabar pey honton ko siyaa kartey hain..


Yeh kisi jabar pey honton ko siyaa kartey hain..

Zulam kartey hain woh zalim ke himayat kr key

Haye Wo Lamha Key Jab Tujh Sey Shanasaayi Huwi

Haye Wo Lamha Key Jab Tujh Sey Shanasaayi Huwi
Haye Wo Lamha Key Jab Tujh Sey Shanasaayi Huwi..

Phir Jo Honi The Meri Jaan Wo Ruswaayi Huwi

Usey kehna k palkon per na tanke khawbon ki jhalhar..

Usey kehna k palkon per na tanke khawbon ki jhalhar..
Usey kehna k palkon per na tanke khawbon ki jhalhar..

Samandar k kinare ghar bana ker kuch nahin milta…!

Mujhe aksar sitaron se yehi awaaz ati hai..

Mujhe aksar sitaron se yehi awaaz ati hai..
Mujhe aksar sitaron se yehi awaaz ati hai..

Kisi k hijr mey nendein ganwaa ker kuch nahin milta..!!

Yeh kisi jabr pey honton ko siyaa karte hain..

Yeh kisi jabr pey honton ko siyaa karte hain..
Yeh kisi jabr pey honton ko siyaa karte hain..

Zulam kartey hain woh zaalim ki himayat kar ke…

Saturday, 2 May 2015

Main� Nahi Janta Muhabbat Main Bewafai Q Milti Hai

Main� Nahi Janta Muhabbat Main Bewafai Q Milti Hai
Main� Nahi Janta Muhabbat Main Bewafai Q Milti Hai
Wasi

*��Faqat Itna Zaror Janta Hon Jab DIL Bhar Jaye Tu Log Chor Dete Hain,

Apna Hissa shumar karta tha

Apna Hissa shumar karta tha
Apna Hissa shumar karta tha
Wo Mujhse itna pyaar karta 
tha,

Wo Banata tha Meri 
Tasveerain
Phir un se Baatein Hazaar 
karta tha,

Mera Dukh B khaloos-e-
Neeyyat se
Apne Dukhon mei Shumaar 
karta tha,

Woh laparwa Hi Sahi pyar To

Woh laparwa Hi Sahi pyar To
Woh laparwa Hi Sahi pyar To 
mera 
hy ,,
~Wasi~
Aadat ki Baat Aur Hai Wo Dil ka 
Bura Nahi.!

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy

Main Tera Muntazir Hoon Mujhy
Main Tera Muntazir Hoon Mujhy 
Muskura K Mil,

Kab Tak Tujhy Talaash Kroon Ab 
Aa K Mil,

Youn Mil K Phir Judai Ka Lamha 
Na Aa Sakay,

Jo Darmiyan Mein Hai Sabhi 
Kuch Mita K Mil,

Ye Kya K Hum Milen B, Mulaqaat 
Bhi Na Ho,

?WASI?

Seenay Se Matt Laga Mujhy

Wasi Agr Neend Aa jaye to S0 b liya

Wasi Agr Neend Aa jaye to S0 b liya
Wasi
Agr Neend Aa jaye to S0 b liya 
kr khan,
Raaton ko jaagny se Yaar lota 
nahi krty.

Ronay Se Agar Sanwar Jatay

Ronay Se Agar Sanwar Jatay
Ronay Se Agar Sanwar Jatay 
Halaat Kisi K .
.
..wasi..
.
To hum sy ziada koi khush 
naseeb na hota 

“Na kar bayan us se haal-e-dil ‘wasi’

“Na kar bayan us se haal-e-dil ‘wasi’
“Na kar bayan us se haal-e-dil ‘wasi’..”
“Maghroor sa shaks hay kahin sath na chhor day.

Friday, 1 May 2015

Chaand Dekha Ha Tu Yaad Ai Ha Teri Sorat

Chaand Dekha Ha Tu Yaad Ai Ha Teri Sorat
Chaand Dekha Ha Tu Yaad Ai Ha Teri Sorat
Haath Uth’ty Hain Magar Harf-E-Dua Yaad Nahi…

Manzil ko jatay prindon ko Jo dekha to khayal aya

Manzil ko jatay prindon ko Jo dekha to khayal aya
Manzil ko jatay prindon ko Jo dekha to khayal aya
“WASI”
K koi muntazir hota to hum b Kab k Lot gaye hotay.

Achhy Rishton ko Wadon or Sharton ki

Achhy Rishton ko Wadon or Sharton ki
Achhy Rishton ko Wadon or Sharton ki
Us k Lye sirf 2 khobsurat Log chahye
Ek Bharosa kr saky or Dosra us bhrosy ko nibha saky.

Wasi hum ne pyar kia tha

Wasi hum ne pyar kia tha

Wasi hum ne pyar kia tha
Ulfat ka iqrar kia tha
Amjad rung ik geet likha tha
usko apna meet likha tha
Neher kinarey, peepal chao’n
Un sey yeh izhar kia tha
Jana bosa lene do
dast-e-hina chu lene do
Talab na paiee, mausam badla
nadi kinara, gum sum pani
hum se aaj yeh kehta hai
Wasi kuoon-kar pyar kia tha
kyoun is ka iqrar kia tha

Aj Hamain Ye Bat Samjh Ayee Hai

Aj Hamain Ye Bat Samjh Ayee Hai
Aj Hamain Ye Bat Samjh Ayee Hai
Tum Musam Ho Or Musam Har’jaee Hai
Tu Ne Kaisay Morr Par Choor Diya Hai Hum Ko
Dil Ki Bat Cho’paoon To Ros’wayee Hai
Tere Bad Bacha Hee Kya Hai Jeewan Main
Main Hon Beeghi Sham Hai Or Tanhayee Hai
Aj Mere Ankhoon Main Sawaan Utray Ga
Aj Bohut Din Bad Teri Yaad Ayee Hai
Aj Ki Raat Bohut Bhari Hai Donoo Par
Aj Mujhai Wo Khaat Loo’tanay Ayee Ayee Hai
Janay Main Kya Soch K Chup Hon Gum’Sum Hon
Janay Wo Kya Soch K Wapas Ayee Hai

Na Do kisi Ko Apni Zindgi Ka Itna Haq

Na Do kisi Ko Apni Zindgi Ka Itna Haq
Na Do kisi Ko Apni Zindgi Ka Itna Haq
“Wasi”
K
Kuch na Rahy Baqi Us K Rooth Jaany Se.

Hanste hain yon hi hans k rola jate hain log

Hanste hain yon hi hans k rola jate hain log
Hanste hain yon hi hans k rola jate hain log,
Milte hain yon hi mil k judaa ho jate hain log,
Pal do pal umar ka sath na samjho,
Mohabbat b karte hain or khafa b ho jate hain log,
Qedi hain na jane kin kin majboriyon k,
Kar k izhaar-e- mohabbat beparwa ho jate hain log,
,
Ab kis se shikwa karen apni kismat ka.
?WASI
Kar k wafa k wade bewafa ho jate hen log.

^^ Her aik shab meri taaza azaab main guzri

^^ Her aik shab meri taaza azaab main guzri

^^ Her aik shab meri taaza azaab main guzri
tumharay baad tumharay hi khwab main guzri
main aik phool hun wo mujh ko rakh k bhool gya
Tamaam umer usi ki kitaab main guzri?..

Tumhain Janan Ijazat Hai K in Tareek Rahon Par

Tumhain Janan Ijazat Hai K in Tareek Rahon Par
Tumhain Janan Ijazat Hai K in Tareek Rahon Par
Thakan Si Khud Mein Pao to Andheron Se Kabhi Dil Dol Jae
Thak Si Jao To Mere Jalte Hue Lamhon
Mere Bekangal Hathon Se ChOra K Apne Hathon Ko
Fiza Ki Naghmagi Se tum Nae Geeton Ko Chun Lena
Haseen Palkon Ki Nokon Par Nae Khawab Bun Lena
Koi Gar Pooche Mera To Usse Zikar Mat Karna
Mere Jeevan Ki Jalti Dopahar Se Begharz Ho Kar
Tum Apni Chandni Raton Mein Jugnoo Palti

Teri Ankhun K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Mai,

Teri Ankhun K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Mai,
Teri Ankhun K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Mai,
Mujh Ko Lagta Hai Teri Chaal Me Aa Jao Ga Mai.
Zindagi Baad Tere Hona Thi Mushkil Lekin,
Ye Na Socha Tha K Is Haal Me Aa Jao Ga Mai.
[ “Dekh Kr Us Ko Mujhe Yaad Kre Gi Dunya,
Eik Din Us K Khadokhaal Me Aa Jao Ga Mai.” ]
Kitne Mosam The Jo De Kr Mujhe Taaney Guzrey,
Tum To Kehte They K Ik Saal Me Aa Jaon Ga Mai.
Sur Me Aa Jaye Ga Jewan Tere Jane Se,
Tere Aane Se Kisi Taal Me Aa Jao Ga Mai
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...